Best Miss You Shayari | अध्याय 3


Miss You Shayari, Miss You Shayari अध्याय,
Na Gharz Kisi Se,
Na Wasta,
Mujhe Kaam Apne Kaam Se..


Tere Ziker Se,
Teri Fikr Se,
Teri Yaad Se,
Tere Naam se..!!



Woh Nigaahein Jhuka Karke Tera Muskurana,
Baaton Hi Baaton Mein Hamein Deevana Banana,
Ab Aa Bhi Jaao Oh Mere Humdam,
Seekho To Jara Kabhi Wada Nibhana.



Ye mat kahna ki teri yaad se rishta nahi rakha,
mai khud tanha raha dil ko magar tanha nahi rakha,
tumhari chahton ke phool to mehfooz rakhe hai,
tumhari nafrato ki peedh ko zinda nahi rakha!


ये मत कहना कि तेरी याद से रिश्ता नहीं रखा,
मैं खुद तन्हा रहा पर दिल को तन्हा नहीं रखा,
तुम्हारी चाहतों के फूल तो महफूज रखे हैं,
तुम्हारी नफरतों की पीड़ को जिंदा नहीं रखा!



Chand bhi tanha,
Raat bhi tanha,
Aur tanha meri Zaat hai,
Phir Toot ke ye yaad aaya,
Ajeeb December ki ye Raat hai.



Aankhe bhi meri palko se Sawal karti hai,
Har Waqt Aapko hi Yaad karti hai,
Jab tak dekhle na le chehra aapka,
Har ghadi aapka hi Intezar karti hai.

आँखें भी मेरी पलकों से सवाल करती हैं,
हर वक़्त आपको ही तो याद करती हैं,
जब तक देख न लें चेहरा आपका,
हर घडी आपका ही इंतज़ार करती हैं।



Tere Intejar Me Kab Se Udaas Bethe Hain,
Tere Deedar Me Aankhe Bichaaye Bethe Hain,
Tu Ek Najar Hum Ko Dekh Le Bas,
Es Aas Me Kab Se Bekarar Bethe Hain.

तेरे इंतजार में कब से उदास बैठे हैं,
तेरे दीदार में आँखे बिछाये बैठे हैं,
तू एक नज़र हम को देख ले बस,
इस आस में कब से बेकरार बैठे हैं।



Kabhi Na Kabhi To Aayegi Unko Yaad Hamari,
Kya Hua Aaj Jo Humko Woh Bhulaye Baithe Hain,
Jis Din Jis Pal Bhi Aaoge Dekhoge Sanam,
Hum To Aapki Raahon Mein Palkein Bichhaye Baithe Hain.



मेरी यादें मेरा चेहरा मेरी बातें रुलायेंगी,
हिज़्र के दौर में गुज़री मुलाकातें रुलायेंगी,
दिनों को तो चलो तुम काट भी लोगे फसानों मे,
जहाँ तन्हा मिलोगे तुम तुम्हे रातें रुलायेंगी|



Jab Jab Phool Khilte Rahenge,
Tab Tak Baharein Aati Rahengi,
Jab Tak Hum Zinda Rahenge,
Tab Tak Tum Yaad Aaoge.



परछाई आपकी हमारे दिल में है,
यादे आपकी हमारी आँखों में है,
कैसे भुलाये हम आपको,
प्यार आपका हमारी साँसों में है.

Parchaee Aapki Humare Dil Me Hai,
Yaade Aapki Humari Aankhon Me Hai,
Kaise Bhulaye Hum Aapko,
Pyar Aapka Humari Saanson Me Hai.



Sochta Hun Milunga Jab Tujhse,
Tujhe Seene Se Apane Lagaunga,


Chhupa Lunga Dil Mein Main Tujhko,
Kahin Door Na Fir Kabhi Jaaunga.



ज़िन्दगी मिलती हैं एक बारमौत आती हैं एक बारदोस्ती होती हैं एक बारप्यार होता हैं एक बारदिल टूटता हैं एक बारजब सब कुछ होता हैं एक बारतो फिर आपकी याद क्यों आती हैं बार बार!


Zindagi milti hai ek bar,
maut aati hai ek bar,
Pyar hota hai ek bar,
dil toot tha hai ek bar,
Jab sab hota hai ek bar,
to fir tumhari yaad kyun aati hai bar bar!



Woh Jo Hamare Liye Khas Hote Hain,
Jinke Liye Dil Mein Ehsaas Hote Hain,
Chahe Waqt Kitna Bhi Door Kar De Unhe,
Door Reh Ke Bhi Woh Dil Ke Paas Hote Hain..



शायद फिर वो तक़दीर मिल जायेजीवन के वो हसीं पल मिल जायेचल फिर से बैठें वो क्लास कि लास्ट बैंच पेशायद फिर से वो पुराने दोस्त मिल जाएँ ।



पलकों मे कैद कुछ सपनें है,
कुछ अपने है और कुछ बेगाने है,
नजाने क्या कशिश है इन ख़्यालों मे ..
कुछ लोग दूर् होकर भी कितने अपने है।



हर शाम से तेरा इज़हार किया करते है,
हर ख्वाब मे तेरा दीदार किया करते है,
दीवाने ही तो है हम तेरे,
जो हर वक़्त तेरे मिलने का इंतज़ार किया करते है!


Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai,
Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai,
Diwane Hi To Hai Hum Tere,
Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai !



Jahan yaad na aaye teri,
Woh tanhaai kis kaam ki.Bigde rishte na bane,
To khudaai kis kaam ki.Beshak apni manzil tak jana hai hamein,
Lekin jahaan se apne na dikhein,
Woh oonchaai kis kaam ki!



Kal uski Yaad poori Raat aati rahi,
Hum jaage paari Duniya soti rahi,
Aasman main bijali paari Raat hoti rahi,
Bas ek BARISH thi jo Mere saath roti rahi.

कल उसकी याद पूरी रात आती रही,
हम जागे पूरी दुनिया सोती रही,
आसमान में बिजली पूरी रात होती रही,
बस एक बारिश थी जो मेरे साथ रोती रही!
 



वो वक़्त वो लम्हे कुछ अजीब होंगे,
दुनिया में हम खुश नसीब होंगे,
दूर से जब इतना याद करते है आपको,
क्या होगा जब आप हमारे करीब होंगे!


Wo Waqt wo lamhe Kuch ajeeb Honge,
Duniya me hum khush Naseeb honge,
Door se jab Itna Yaad karte hai aapko,
Kya Hoga Jab aap humare Kareeb honge?



Bahut khubsurat hote hai,
Wo pal jab koi dost saath hote hai,
Lekin usse bhi khubsurat hote hai,
Wo lamhe jab dur rahkar bhi wo humein yaad karte hai.Good Night



Har Roz Koi Khwaab Toot Jata Hai,
Har Roz Koi Apna Rooth Jata Hai,
Na Jaane Meri Kismat Mein Kya Hai,
Jise Main Yaad Karun Wohi Mujhe Bhool Jata Hai.



दोस्ती का शुक्रिया कुछ इस तरह अदा करू,
आप भूल भी जाओ तो मे हर पल याद करू,
खुदा ने बस इतना सिखाया हे मुझेकि खुद से पहले आपके लिए दुआ करू..


Dosti ka shukriya kuch is trah ada karu,
Aap bhul bhi jao to main yaad karu,
Dosti ne bas itna sikhaya hai muzeKe khud se pahle apke liye dua karu.



Sard mausam ka maza kitna alag sa hai,
Tanha raat mein intazaar kitna alag sa hain,
Dhund bani naqab,
aur chupa lia sitaron ko,
Unki tanhaai ka ab ehsaas kitna alag sa hai.



Tujh mein apnapan dekha tha maine,
Sar jhukake sharmai thi mein,
Dil hi dil mein ghabrai thi mein,
Tere mathe ko chum apna smjha tha maine,
Tere seene ko chu teri dhadkano ko suna tha maine,
Kya ho gya tujhe,
Kyu chod gya tu mujhe,
Jaan thi na mein teri.



Laakh Bandisen Laga Le Duniya Hum Par,
Magar Dil Par Kaabu Nahi Kar Payenge,
Woh Lamha Aakhiri Hoga Zeevan Ka Hamara,
Jis Din Hum Yaar Tujhe Bhul Jayenge.



Dekho fir raat aa gai,
Good Night kahne ki bat yaad aa gai,
Hum baithe the sitaro ki panah mein,
Chand ko dekha to aap ki yaad aa gai.Good Night



Yaad Aa Rahe Hai Din Or Raat,
Karte The Jab Hum Aapki Baat,
Khush Ho Lete The Gam Bantkar,
Acha Lagta Tha Tab Tera Sath.



Aaj Tak Hai Uske Lout Aane Ki Umeed,
Aaj Tak Thehri Hai Jindagi Usi Jageh,
Laakh Ye Chaha Ki Usko Bhul Jaayun,
Hosla Apni Jageh Bebasi Apni Jageh.

आज तक है उसके लौट आने की उम्मीद,
आज तक ठहरी है ज़िंदगी अपनी जगह,
लाख ये चाहा कि उसे भूल जाये पर,
हौंसले अपनी जगह बेबसी अपनी जगह।
 



Aap se milne ka maan kar raha hai,
Maan ko samjaya to dil keh raha hai,
Dil ko bataya to ankhe ro padi,
Unhe chup kar diya to saanse bol padi.



Yaad Rukti Nahi Rok Paane Se,
Dil Maanta Nahi Kisi Ke Manane Se,
Ruk Jaati Hain Dhadkane Aapko Bhool Jaane Se,
Isliye Aapko Yaad Karte Hain Jeene Ke Bahane Se.



बीते पल वापस ला नहीं सकते,
सूखे फूल वापस खिला नहीं सकते,
कभी कभी लगता है आप हमें भूल गए,
पर दिल कहता है कि आप हमें भुला नही सकते.

Beete pal wapas la nahi sakte,
Sukhe phool wapas khila nahi sakte,
Kabhi kabhi lagta hai aap hamein bhul gaye,
par dil kehta hai k aap hamein bhula nahi sakte.



Iltaja Karta Hun Aapse,
Ab Na Yaad Kabhi Aana,
Aakar Meri Kabr Par,
Na Tun Kabhi Askon Ko Bahana,
Badi Muskil Se Dhunda Hai,
Door Jaane Ka Aapse Rasta,
Kasam Hai Aapko Aapki Meri Rooh Ko Na Tadpaana.



अंदाज-ऐ-प्यार तुम्हारी एक अदा है..
दूर हो हमसे तुम्हारी खता है..
दिल में बसी है एक प्यारी सी तस्वीर तुम्हारी..
जिस के नीचे ‘आई मिस यू’ लिखा है..



Saaye Ki Tarha Saath Rahne Wali,
Rista Kuchh Is Tarah Se Tod Gayi,


Hakikat Mein Milna Toh Mumkin Na Tha,
Khwabon Mein Aana Bhi Chhod Gayi.



Dosti Ka Farz Yun Hi Nibhate Rahenge,
Wakt Bewakt Aapko Satate Rahenge,
Dua Karo Ke Umar Lambi Ho Hamari,
Varna Yaad Ban Ke Aapko Satate Rahenge.



Yaadon ki keemat wo kya jane,
Jo khud ki yaadon ko mita diya karte hain,
Yaadon ka matlab toh unse puchho,
Jo yaadon ke sahare zindagi jiya karte hain.

यादों की किम्मत वो क्या जाने,
जो ख़ुद यादों के मिटा दिए करते हैं,
यादों का मतलब तो उनसे पूछो जो,
यादों के सहारे जिया करते हैं।



Fat Jata Hai Kaleja Yeh Sochkar,
Ke Aap Humse Kyu Juda Ho Gaye,


Yeh Samajh Nahi Aaya Aaj Talak,
Kyu Aap Humse Yun Khafa Ho Gaye.



Tumhare pyar ki dastaan humne apne dil me likhi hai,
na thodi na bahut be-hisaab likhi hai,
kiya karo kabhi hume bhi apni duaon me shamil,
humne apni har ek saans tumhare naam likhi hai.

तुम्हारे प्यार की दास्तां हमने अपने दिल में लिखी है,
न थोड़ी न बहुत बे-हिसाब लिखी है,
किया करो कभी हमे भी अपनी दुआओं में शामिल,
हमने अपनी हर एक सांस तुम्हारे नाम लिखी है!



Bhale Kitna Hi Door Ho Woh Humse,
Magar Dil Ke Kareeb Lagta Hai,


Woh Saath Tha Toh Har Shay Suhati Thi,
Bina Uske Sab Bhi Ajib Lagta Hai.



Laakh Bandisen Laga Le Duniya Hum Par,
Magar Dil Par Kaabu Nahi Kar Payenge,
Woh Lamha Aakhiri Hoga Zeevan Ka Hamara,
Jis Din Hum Yaar Tujhe Bhul Jayenge.



Din Ho Bhale Hi Raat Ho,
Bas Yaad Teri Hi Aati Hai,


Kaise Kahu Ke Main Theek Hu,
Yeh Hardam Mujhko Rulati Hai,


Ab Toh Yaaro Khud Se Bhi,
Mujhko Wafa Ki Umeed Nahi,


Mohabbat Aisi Shaii Hai Yaaro,
Jise Sakte Kabhi Kharid Nahi.



Hum Kaise Bhulaye Unko Bhala,
Jo Dil Mein Hamare Rahte Hain,
Jab Unko Apna Samjhte Hain,
Fir Woh Kyu Begana Kahte Hain.



Zindagi Ke Har Lamhon Mein Unhi Ko Paate Hain,
Bhool Jayein Khud Ko Par Unhe Nahi Bhulate Hain,
Jane Kya Baat Hai Unme Ae Khuda,
Jitna Bhulate Hain Wo Utna Yaad Aate Hain.

ज़िन्दगी के हर लम्हो में उन्ही को पाते हैं,
भूल जाएं खुद को पर उन्हें नहीं भुलाते हैं,
जाने क्या बात है उनमे ऐ खुदा,
जितना भूलते हैं वो उतना याद आते हैं.



Jab Mohabbat Ki Daastan Dil Sunayega,
Humko Koi Bichhuda Sathi Yaad Aayega,
Hum Bhool Jaayenge Zindagi Ke Ghamon Ko,
Jab Saath Gujra Vakt Yaad Aayega.



Har Yaado Main Usi Ki Yaad Rehti Hai,
Meri Ankho Ko Usi Ki Talash Rehti Hai,
Kuch Tum Be Dua Karo Yaro,
Dosto Ki Dua Mai Farishto Ki Faryad Hoti Hai.



Kafi Arsa Beet Gaya Jane Ab Woh Kaisa Hoga,


Waqt Ki Sari Kerwi Batain Chup Chap Sehta Hoga,


Ab Bhi Bhegge Barish Mein Woh Ban K Chatri Chalta Hoga,


Mujhse Bichre Arsa Beeta Ab Wo Kis Se Larta Hoga,


Acha Tha Jo Sath Hi Rhete Baad Mein Os Ne Socha Hoga,


Apne Dil Ki Sari Baatain Khud Se Khud Hi Karta Hoga.



Na muskurane ko jee chahta hai,
Na aansoo bahane ko jee chahta hai,
Likhun to kya likhun teri yaad mein,
Bas tere pass laut aane ko jee chahta hai.



Aasmaan Hi Nahi Saare Sitare Bhi Humare Hain,
Aap Jo Akele Ho To Hum Aapke Sahare Hain,
Jis Pal Aap Hume Yaad Karte Ho,
Wo Lamhe Saare Jahan Se Pyare Hain.



Aapse yeh doori humse sahi nahi jati,
Juda hoke aapse humse raha nahi jata,
Ab toh waapas laut aayiye hamare paas,
Dil ka haal ab lafzon mein kaha nahi jata!



Fir Khamoshi Ne Saaj Chheda Hai,
Fir Khayalat Ne Lee Angdayi,
Kisliye Mahfil Sajayee Jaaye,
Pursukun Ho Gayi Hai Tanhayi,
Ek Se Ek Ghatna Huyi Lekin,
Na Gayi Tere Gham Ki Yatnayi,
Koi Shikwa Na Gham Na Koi Yaad,
Baithe Baithe Bas Aankh Bhar Aayi.



Teri Ankhon Me Ansoo The Meri Khatir,
Teri Ankhon Me Ansoo The Meri Khatir,
Wahi Ek Lamha Muje Zindagi Se Pyara Laga.



Kisne kaha aapki yaad nahi aati,
Bina yaad kiye koi raat nahi jati,
Waqt badal jata hai,
aadte nahi jati,
Aap khaas ho..
ye baat har bar to kahi nahi jati.

किसने कहा आपकी याद नही आती,
बिना याद किये कोई रात नही जाती,
वक्त बदल जाता है,
आदत नही जाती,
आप खास हो,
ये बात हर बार तो कही नही जाती।



Rishta wo nahi jisme jeet aur haar ho,
Rishta wo nahi jisme izhaar aur inkaar ho,
Rishta to wo hai Jisme kisi ki..
ummid na ho lekin phir bhi uska intejar ho.

रिश्ता वो नहीं जिसमे जीत और हार हो,
रिश्ता वो नहीं जिसमे इजहार और इंकार हो,
रिश्ता तो वो है जिसमे किसी की..
उम्मीद ना हो लेकिन फिर भी उसका इन्तेजार हो।



Zarur Taro Ki Bhi Kahani Hogi,
Chand Ki Duniya Bhi Suhani Hogi,
Yu Hi Nahi Hai Aasman Itna Khoobsurat,
Zarur Wo Bhi Kisi Ke Pyar Ki Nisani Hogi.



Aaj Humse Woh Door Hain Bahut Yeh Mana,
Magar Yaadon Mein Hum Unko Yaad Karte Hain,
Unse Sapno Mein Hi Mila De Eh Maalik,
Bas Hardam Hum Yahi Fariyaad Karte Hain.



पलकों को कभी हमने भिगोए ही नहीं,
वो सोचते हैं की हम कभी रोये ही नहीं,
वो पूछते हैं कि ख्वाबो में किसे देखते हो,
और हम हैं की उनकी यादो में सोए ही नहीं!


Palko ko kabhi hamne bhigoya hi nahi,
Wo sochte hai kr hum kabhi roye hi nahi,
Wo puchte hai ki khwabo me kise dekhte ho,
Aur hum hai ki unki yado me soye hi nahi..
!



Eh Mere Dost Itna Khyal Rakhna,
Apne Dil Ko Aise Hi Paak Rakhna,
Kal Main Na Bhi Rahun Is Jahan Mein Agar,
Yeh Aarju Hai Aap Hamein Yaad Rakhna.



Meri yaad ayegi tumhe jab door chali jaungidoor itna ki kabhi lout ke na aaungi.Ab tak tumhare dil me rehti thifir tumhari yaado me bas jaungi.Yaad ayegi baate aur mulakate magarkabhi tumse mil na paungi.Tadpoge tum bhi mere bare me soch karmagar tab mein nazar na aaungi.Tumhe jaan se jyda chahti hupar shayad sabit na kar paungi.Log kahte he pyaar amar hota haifir to mein khud ko hi amar kar jaungi.Mere pyaar ko sahara dena tab jabaakhri dum par tumhe bulaungimeri yaad aaye to rat ko bahar aakar dekhname ek chamkta hua tara ban aaungi.Aansu mat bahana mujhe yaad karkewarna me naraz ho jaungi.Suna he sath janam milte he insaan ko waada rahabaki 6 janam tumhare sath bitaungiiii…



Unka haal bhi kuch aap jesa hi hoga,
aapka haale dil unhai bhi mehsus hoga,
bekarari ki aag me jo jal rahe hai aap,
aap se jyada unhai is jalan ka ehsaas hoga!


उनका हाल भी कुछ आप जैसा ही होगा,
आपका हाले दिल उन्हें भी महसूस होगा,
बेकरारी की आग में जो जल रहे हैं आप,
आपसे ज्यादा उन्हें इस जलन का एहसास होगा।



Wo Raat Dard Aur Sitam Ki Raat HogiJis Raat Rukhsat UnKi Baraat Hogi,
Uth Jaate Hain Yeh Soch Kar Neend SeKi Kisi Gair K Bahon Me Hmari Sari Kaynaat Hogi.

वो रात दर्द और सितम की रात होगी,
जिस रात रुखसत उनकी बारात होगी,
उठ जाता हूँ मैं ये सोचकर नींद से अक्सर,
कि एक गैर की बाहों में मेरी सारी कायनात होगी।



Aapke paas waqt nahi hame yaad karne ka,
Bewaqt hi yaad kar liya karo,
Mana aap ke paas sari duniya hai,
Kabhi hamara bhi ahsas kar liya karo.



Kasam khuda ki hamein tum se pyar aaj bhi hai,
Wo pyar ki taraf bekarar aaj bhi hai,
Meri wafa ka aitbar tumhe ho ya na ho,
Teri wafa ka aitbar hamein aaj bhi hai



Yaad ap ko kuchh is trah karte hain,
Ki ap ki yaado mein hi khoye rahte hain,
Kab gujar jati hain din aur rate,
Fir bhi ap ki khayalo me jagte hue hi soye rahte hain.



Dil ki duniya khali hai tab se jab se tum gaye ho,
Sab aane se darte hain yahan jab se tum gaye ho,
Sheeshe mein dekhta hoon chehra apna to ro deta hoon,
Kissi ne na poonche aansoo jab se tum gaye ho.



Tumhari palkon main bassa huwa ek khawb hoon,
Kahi adhura tutt kai bikhar na jaoon,
Tumhari ankhon mai jalakta hua ek anson hu,
Kahi beh kar raith mai mil na jau,
Tumhare dil mai bassa hua ek arman hu,
Kahi dharkan mai dabb kar kho ma jau,
Tumharae hothon pai bassi hua ek hassi hu,
Kahi kabi gam mai baddal na jau,
Tumhare labbo pai thirk ti hui ek kampkapi hu,
Kahi shoonay sai thirkna na bhul jau,
Mujhe hardam sinnae sai lagai rakhna tu,
Kahi judah ho kai duniya ki bhirr mai kho na jau,
Tumhare jism mai bassi hui ek ruh hu,
Kahi bichhur kai marr na jau!



Tere gam ko apni ruh me utar lu,
Jindagi teri chahat me sabar lu,
Mulakat ho tujhse es tarah,
Tamam umar bas ek mulakat me gujar lu.

तेरे गम को अपनी रूह में उतार लूँ,
जिन्दगी तेरी चाहत में सवार लूँ,
मुलाकात हो तुझ से कुछ इस तरह,
तमाम उमर बस इक मुलाकात में गुजार लूँ।



Kaash Koi Hum Par Bhi Itna Pyaar Jatata..
Piche Se Aakar Wo Hamari Ankho Ko Chupata..
Hum Puchte Ki Kaun Ho Tum..
Wo Hans Kar Khud Ko Hamari Jaan Batata..
!


काश कोई हम पर भी इतना प्यार जताती,
पीछे से आकर वो हमारी आँखो को छुपाती,
हम पुछ्ते की कौन हो तुम..
?
?
और वो हस कर खुदको हमारी जान बताती.



Khafa Hokar Humse Fir Maan Jana,
Yahi Ada To Humko Bahut Bhati Hai,
Baaki To Sabkuchh Bhool Chuke Hain Hum,
Magar Humko Wo Bewafa Bahut Yaad Aati Hai.



Aapne Diye The Jo Pyar Ke Lamhe,
Un Lamhon Ka Karz Chuka Na Paayenge,
Aapne Bhale Bhula Diya Hi Hamein,
Magar Hum Kabhi Bhi Bhula Na Paayenge.



Maana Ke Mujhse Woh Khafa Rahe Honge,
Ho Sakta Hai Woh Mujhe Aazma Rahe Honge,
Hum Utni Hi Shiddat Se Yaad Karenge Unhein,
Jitni Shiddat Se Woh Humein Bhula Rahe Honge.



हस्ती मिट जाती है आशियाँ बनाने मे,
बहुत मुस्किल होती है अपनो को समझाने मे,
एक पल मे किसी को भुला ना देना,
ज़िंदगी लग जाती है किसी को अपना बनाने मे..


Hasti Mit jati hai Aashiya Banane Me,
Bahut Muskil hoti hai Aapno Ko Samjane Me,
Ek pal me Kisi Ko bhula na Dena,
Zindagi lag jati hai Kisi Ko Aapna Banane me.



आज हँसी देकर कल रुला न देना,
इतना मिस करके कल भुला न देना,
अपने इस प्यारे रिश्ते को याद रखना,
कही इन्हे यादो की तरह भुला न देना!



Ham juda hue the phir milane ke liye,
zindagi ki raahon mein sang chalane ke liye,
tere pyaar ki kashish dil mein basi hai kuchh is qadar,
dua hai tera sath mile zara sambhalane ke liye

हम जुदा हुए थे फिर मिलने के लिये,
ज़िंदगी की राहों में संग चलने के लिये,
तेरे प्यार की कशिश दिल में बसी है कुछ ईस क़दर,
दुआ है तेरा साथ मिले ज़रा संभलने के लिये।



Aksar gumsum rehnewala nagma hu main,
Aapki yaado me rehnewala lamha hu main,
Aap meri jaan ho to ek baat batao,
Aapke hote huye bhi kyu tanha hu main.



True Lines..
!
Bahot Ajib Hoti hai..
Ye Yaadain bhi Mohhbbat kiJin Palo me Hum Roye the..
Unhein Yaad Karke Hume Hansi Aati haiOr Jin Palo me Hansey The..
Unhe yaad Karke Rona Aata hai.



कुछ खूबसूरत पल याद आते हैं,
पलकों पर आँसु छोड जाते हैं,
कल कोई और मिले हमें न भुलनाक्योंकि कुछ रिश्ते जिन्दगी भर याद आते हैं|


Kuch Khubsurat Pal Yaad Aate Hai,
Palkon Par Aasu Chhod Jate Hain,
Kal Koi Our Mile Hume Na Bhulna,
Kyonki Kuch Rishtey Zindgi Bhar Yad Aate Hai.



सभी मित्रों को समर्पित

हाँ थोड़ा थक गया हूँ दूर निकलना छोड दिया,
पर ऐसा नही की मैंने चलना छोड़ दिया।
फासले अक्सर रिश्तो में दूरी बढ़ा देते है,
पर ये नही की मैंने दोस्तों से मिलना छोड दिया।
हां जरा अकेला हूँ दुनिया की भीड मे,
पर ऐसा नही है कि मैंने दोस्ताना छोड दिया।
याद तुम्हें करता हूं दोस्तों और परवाह भी,
बस कितनी करता हूं ये बताना छोड़ दिया।

 



Tapish Suraj Ki Hoti Hai,
Jalna Zameen Ko Parta Hai,
Qusur Aankhon Ka Hota Hai,
Tarapna Dil Ko Parta Hai.



जब कोई ख्याल दिल से टकराता है!
दिल न चाह कर भी,
खामोश रह जाता है!
कोई सब कुछ कहकर,
प्यार जताता है!
कोई कुछ न कहकर भी,
सब बोल जाता है!


Jab koi khayal dil se takrata hai,
dil naa chaha ker bhi,
khamosh rah jata hai,
koi sab kuch keh ker pyar jatata hai,
koi kuch na kehker bhi,
sab bol jata hai!



Dono Aankhon Mein Ashq Diya Karte Hai,
Hum Aapni Neende Tere Naam Kiya Karte Hai,
Jab Bhi Palak Jhapke Tumhari Samajh Lena,
Hum Tumhe Yaad Kiya Karte Hai.



Aapko Dekhkar Aaj Kahin,
Hamara Dil Bekarar Na Ho Jaaye,
Lag Raha Hai Aaj Dar Humko,
Kahin Aapse Pyar Na Ho Jaaye,
Khush Rahein Bas Aap Hamesha,
Dil Se Hum Fariyaad Karte Hain,
Aap Humko Bhale Bhol Chuke Ho,
Magar Hum Aapko Yaad Karte Hain.



Hamara Pyar Majboor Kar Dega Aapko,
Isliye Hum Dil Ko Bichhaye Baithe Hain,
Tumko Kabhi Na Kabhi Aana Hi Padega,
Isliye Hum Shamaa Jalaaye Baithe Hain.



तोड़ दो न वो क़सम जो खाई है,
कभी कभी याद करलेने मैं क्या बुराई है,
याद आप को किये बिना रहा भी तो नहीं जाता,
दिल में जगा अपने ऐसी जो बनाई है.

Todh do na wo qasam jo khai haikabhi kabhi yaad karlene main kya burai haiyaad aap ko kiye bina raha bhi to nahi jatadil main jaga apne aisi jo banai hai



न जाने सालों बाद कैसा समां होगा,
हम सब दोस्तों में से कौन कहा होगा,
फिर अगर मिलना होगा तो मिलेंगे ख्वाबों मे,
जैसे सूखे गुलाब मिलते है किताबों मे.

Na jane saloon baad kaisa sama hoga,
Hum sab doston mei se kaun kaha hoga,
Phir agar milna hoga to milenge khwabon mai,
Jaise sukhe gulab milte hai kitabon mai.



Meri Yaadon Mein Tum Ho Ya Mujh Mein Hi Tum Ho,
Mere Khwabon Mein Tum Ho Ya Mera Khwab Hi Tum Ho,
Dil Mera Dhadak Ke Puche Baar-Baar Ek Hi Baat,
Meri Jaan Mein Tum Ho Ya Meri Jaan Hi Tum Ho!


मेरी यादो मे तुम हो,
या मुझ मे ही तुम हो,
मेरे खयालो मे तुम हो,
या मेरा खयाल ही तुम हो,
दिल मेरा धडक के पूछे,
बार बार एक ही बात,
मेरी जान मे तुम हो,
या मेरी जान ही तुम हो।



Udas aankhon mein apani karaar dekha hai,
Pahali baar use beqaraar dekha hai,
Jise khabar na hoti thi mere aane jaane ki,
Uski aankhon mein ab intazaar dekha hai.

उदास आँखों में अपनी करार देखा है,
पहली बार उसे बेक़रार देखा है,
जिसे खबर ना होती थी मेरे आने जाने की,
उसकी आँखों में अब इंतज़ार देखा है।



Ae hawa tu udhar to jati hogi,
Unko hmara hal to batati hogi,
Zara chhu kar to dekh unke dil ko,
Kya yaad unko bhi hamari aati hogi.



याद करते है तुम्हे तनहाई में,
दिल डूबा है गमो की गहराई में,
हमें मत धुन्ड़ना दुनिया की भीड़ में,
हम मिलेंगे में तुम्हे तुम्हारी परछाई में.

Yaad karte hai tumhe tanhai mein,
Dil dooba hai ghamo ki gehrai mein,
Hume mat dhoodna duniya ki bhid mein,
Hum milenge tumhe tumhari parchaai mein.



Raat Ko Sapno Mein Dhundta Raha,
Na Mile Tum,
Magar Jab Dil Mein Dekha Toh Laga Paas Ho Tum,


Meri Aankhon Se Yeh Aansu Kyu Chhalak Rahe Hain,
Lagta Hai Aaj Fir Se Udaas Ho Tum.



Eh Sanam Tujhe Kabhi Meri Yaad Aaye,
Aur Milne Ko Dil Bekarar Ho Jaaye,


Toh Ek Baar Mera Naam Dil Se Pukarna,
Teri Khusi Ke Liye Hum Jannat Se Laut Aaye.



Aisi Koi Raat Nahi Aayi Jeevan Mein,
Teri Yaad Jab Seene Se Lagaata Nahi,
Bas Itni Khud Se Hai Sikayat Mujhko,
Kyu Duniya Ko Chhod Main Jata Nahi.



Sab Kuchh Bhulaya Uski Yaad Mein,
Khud Ko Bhi Mitaya Uski Yaad Mein,
Agar Hai Kuchh Baki Toh Sirf Yaad Uski,
Khud Ko Kabar Mein Sulaya Uski Yaad Mein.



Tujhe Chahne Wale Kum Na Honge,
Waqt Ke Sath Shayad Hum Na Honge,
Chahe Kisi Ko Kitna Bhi Pyaar Dena,
Lekin Teri Yaadon Ke Haqdar Sirf Hum Hi Honge.



दिल तेरी याद में आहें भरता है!
मिलने को पल पल तड़पता है!
मेरा यह सपना टूट न जाये कहीं!
बस इसी बात से दिल डरता है!
 



Kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai,
Pyaas bujhti bhi nahi barsaat guzar jate hai,
Aye jaanApni yadoon se kahoo ke na aaya karainNeend aati bhi nahi raat guzar jati hai..



Bedaag Or Begunah Meri Sarkar Hain,
Humse unki Bewafai Se Waqt Ki Maar Hain,


Woh Bhale Hain Kitne Sitam Karein Hum Par,
Phir Bhi Mere Liye Wo Jaane Bahar Hain.



Woh kareeb hi na aaye to izhaar kya karte,
Khud bane nishana to shikaar kya karte,
Mar gaye par khuli rakhi aankhein,
Is se zyada kisi ka intezar kya karte.

वो करीब ही न आये तो इज़हार क्या करते,
खुद बने निशाना तो शिकार क्या करते,
मर गए पर खुली रखी आँखें,
इससे ज्यादा किसी का इंतजार क्या करते!
 



Tanhai Mein Hum Teri Taakte Hain Raahein,
Tumhe Dekhne Ko Taras Jati Hain Nigahein,
Bekhudi Ka Ab Yeh Aalam Hai Kaisa,
Tumhe Yaad Karke Nikal Jati Hain Aahein!



तुम बिन ज़िंदगी सूनी सी लगती है,
हर पल अधूरी सी लगती है,
अब तो इन साँसों को अपनी साँसों से जोड़ दे,
क्योंकि अब यह ज़िंदगी कुछ पल की मेहमान सी लगती है।


Tum bin zindagi suni si lagti hai,
Har pal adhuri si lagti hai,
Ab to in saanson ko apni saanson se jodde,
Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai



उनका भी कभी हम दीदार करते हैउनसे भी कभी हम प्यार करते हैक्या करे जो उनको हमारी जरुरत न थीपर फिर भी हम उनका इंतज़ार करते है !