Best Sad Shayari | अध्याय 5


Na “Gila” Hain Koi Halaat Se,
Na “Shikayate” Hai Kisi Ki Zaat Se,


Khud Hi Saare “Juda” Huye,
Meri “Zindagi” Ki Kitaab Se.


Mannato Mein Manga Jise Khuda Sey,
Kyon Aaj Wo Baddua Ho Gay,

Kal Tak Tha Jo Dard Mera,
Kaise Kisi Ki Dawa Ho Gaya,

Ab Do Sawalo Mein Atki Hai Meri Zindgi,
Ab Ye Khuda Bhi Mujh Sey Khafa Ho Gaya.


Mujhe Zindagi Se Hai Kya Mila,
Main Yeh Sochta Hun Har Ghadi,


Jab Koi Nahi Mera Sathi,
Mujhe Jeene Ki Fir Kya Padi.


Chhod Aayi Thi Main Tera Voh Shaher,
Soch Ke Yeh Ki Bhul Jaungi Tujhe Main,

Par Itni Door Aakar Bhi Na Bhul Payi Main Tujhe,
Soch Ke Yeh Ki Tadpaungi Tujhe Main…

Par Tadapati Rahi Main Khud Itni,
Jaise Shama Jalti Hai Parvane Ke Liye,

Kash Samja Hota Tune Pyar Ko Mere,
Na Aaj Hum Tum Dono Is Halat Me Hote.


Baithunga Jab Tanhai Mein To Ye Dil Udas Ho Jayega,
Na Chahte Huye Bhi Mujhe Tera Pyar Yaad Aayega,


Abhi Mangte Hain Jinhe Hum Din Rat Apni Duaon Mein,
Ek Din Wo Kisi Ko Bin Mange Mil Jayega.


Har Pal Usey Sochna,
Har Pal Usey Khojna,
Kabhi Use Paa Lena,
Kabhi Use Kho Dena,


Main Ajeeb,
Meri Mohabbat Us Se Bhi Ajeeb,
Use Yaad Karna,
Aur Phir Ro Dena.


Wafa Karne Se Mukar Gaya Hai Dil,
Ab Pyaar Karne Se Darr Gaya H Dil,

Ab Kisi Sahare Ki Baat Mat Karna,
Jhute Dilaso Se Bhar Gaya H Dil,

Jab Bulate The Jinda Dil The Hum,
Ab Na Aana Ke Marr Gaya Hai Dil

Ab Wo Pagalpan Na Wehshat Hai,
Kha K Dhoke Itne Sambhal Gya Hai Dil.


Itni Bedardi Se Dil Ko Mere Voh Tod Degi,
Yeh Maloom Na Tha Mujhe Akela Voh Chhor Degi,


Aey Mere Masoom Dil Tu Tanhai Se Pyar Kar Le,
Bewafa Bhi Ab Wafa Ka Saath Chhor Degi.


Lakhon Hi Gham Hain Jeevan Mein,
Ab Kya Kya Sabko Batlaaun Main,


Kar Sako Toh Karna Yaaro Itni Dua,
Is Duniya Se Jaldi Chala Jaaun Main.


मौहब्बत की मिसाल में,
बस इतना ही कहूँगा ।


बेमिसाल सज़ा है,
किसी बेगुनाह के लिए ।

Mohabbat Ki Misal Main..
Bus Itna Hi Kahun Ga,


Be-Misaal Saza Hai..
Kisi Be-Gunahon K Liye.


Yaad Karte Hai Tumhe Tanhai Mein,
Dil Dooba Hai Ghamo Ki Gehrai Mein,


Hume Mat Dhoodna Duniya Ki Bhid Mein,
Hum Milenge Tumhe Tumhari Parchaai Mein.

याद करते है तुम्हे तनहाई में,
दिल डूबा है गमो की गहराई में,


हमें मत ढूंढना दुनिया की भीड़ में,
हम मिलेंगे में तुम्हे तुम्हारी परछाई में।


Nibhaoge Tum Kasmein Yeh Wada Na Karo,
Mohabbat Humse Itni Jyada Na Karo,

Dekhe Hain Maine Bhi Daur Tabahi Ke,
Aur Hamein Sataane Ka Irada Na Karo.


Wakt To Hume Bhula Chuka Hai,
Mukaddar Bhi Na Bhula De,


Pyar Dil Se Hum Isiliye Nahi Karte,
Kyuki Darte Hain Koi Phir Se Na Rula De ..


Kisi Aur Ki Bahon Mein Rehkar,
Wo Mujhse Wafa Ki Baat Karte Hai,


Ye Kaisi Chahat Hai Yaro,
Wo Bewafa Hai Ye Jankar Bhi Hum Unhi Se Pyar Karte Hai..


Sochta Hu Ke Kabitere Dil Me Utar Kardekh Lu…
Kon Basa Hai Tere Dil Me Jo Mujhebasne Nahi Deta..


Pyaar Dariya Hai Jiska Sahil Nahi Hota,
Har Dil Mohabbat Ke Qabil Nahi Hota,


Rota Wo Bhi Hai Jo Dooba Hai Pyaar Mein,
Or Rota Wo Bhi Hai Jise Pyaar Hasil Nahi Hota.


Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe,
Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe,


Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila..
Kyunki,
Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe.

वो तो अपने दर्द रो-रो के सुनते रहे,
हमारी तन्हाइयों से आँख चुराते रहे,


और हमें बेवफा का नाम मिला..
क्योंकि,
हम हर दर्द मुस्कुरा कर छुपाते रहे!


Zindagi Ne Kai Sawalat Badal Dale,
Waqt Ne Mere Haalaat Badal Dale,


Main To Aaj Bi Wahi Hun Jo Main Kal Tha,
Bas Mere Liye Kuch Apno Ne Apne Khyalat Badal Dale.


Aap Miloge Hum Se Kal Fir,
Dil Ko Samjhane Ki Baat Hai,

Lekin Itni Jaldi Chale Jaaoge,
Dil Ko Tadpaane Ki Baat Hai,

Ab Is Zindagi Mein Kya Rakha Hai,
Ismein Ab Khusiyan Hain Na Koi Gham,

Koi Manjil Bhi Najar Nahi Aati,
Bas Ab Toh Bhatke Huye Hain Hum.


Zindagi Ban Gayi Ek Tuta Hua Seesa Meri,
Har Tukde Mein Teri Tasveer Najar Aati Hai,


Main Toh Chal Bhi Nahi Sakta Bin Tere Kabhi,
Fir Kyun Mujhe Manjhdar Mein Chhod Chali Jaati Hai.


Apno Ko Apno Ke Jazbaat Se Khelta Dekha Hai,
Jhoot Sun Sun Ke Sach Ka Katl Hote Dekha Hai,

Nahi Fark Padhta Unhein Kya Kya Gujregi Kisi Par,
Unko Toh Humne Bas Armano Ko Kuchlate Dekha Hai,

Lamha Lamha Door Hone Ka Gham Satata Rahta Hai,
Us Duri Ka Hamne Unhe Fayda Uthate Dekha Hai,

Kar Ke Sitam Fir Khate Hain Apno Ki Jhuti Kasam,
Un Kasmo Ko Humne Hamesha Tutate Huye Dekha Hai,

Farebi Nahi Hain Hum Fir Bhi Kahlaate Hain Farebi,
Farebi Kahke Hamein Us Ko Humne Hansate Huye Dekha Hai,

Sambhali Apni Har Khusi Uski Sachhi Ibadat Ke Liye,
Khusiyan Bantate Humne Unhe Gairon Ke Sath Dekha Hai.


Kya Nasha Hai Ishq Aaj Tak Samajh Na Paye Hum,
Un Nashili Ankho Me Kahi Ho Na Jayenge Gum,


Yun To Ishq Samajh Nahi Aata Najane Kya Bala Thi Ye,
Ke Juda Hone Pe Unke Yeh Ankhe Ho Gayi Hai Num.

क्या नशा है इश्क आज तक समझ ना पाये हम,
उन नशीली आँखों में कहीं हो ना जाऐं गुम,


युँ तो इश्क समझ नहीं आता ना जाने क्या बला थी ये,
कि जुदा होने पे उनकी ये आँखे हो गई है नम


Tumko Mohabbat Ki Sachchai Maar Dalegi,
Unko To Mohabbat Ki Gehraai Maar Dalegi,

Kar Ke Mohabbat Koi Nahi Bachega Yaron,
Unki Judaai Main Hame Sharab Maar Dalegi.


Har Khushi Hai Logon Ke Daman Mein,

Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.
Din Raat Daudti Duniya Mein,

Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,

Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nahi.
Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,

Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.
Saare Naam Mobile Mein Hain,

Par Dosti Ke Lye Waqt Nahi.
Gairon Ki Kya Baat Karen,

Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Aankhon Me Hai Neend Badee,

Par Sone Ka Waqt Nahi.
Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,

Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.
Paison Ki Daud Me Aise Daude,

Ki Thakne Ka Bhi Waqt Nahi.
Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,

Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Tu Hi Bata E Zindagi,

Iss Zindagi Ka Kya Hoga,
Ki Har Pal Marne Walon Ko,

Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi.


Itna Ajeeb Sawal Tha Un Ka K Hum Chup Se Ho Gaye,
Yaarroo…..
Wo Bolay Hum Pe Marte Ho Na!
To Marte Q Nahi…


Sabhi Ko Sab Kuchh Nahi Milta,
Nadi Ki Har Lehar Ko Sahil Nahi Milta,

Yeh Dil Walo Ki Duniya Hain Dost,
Kisi Se Dil Nahi Milta To Koi Dil Se Nahi Milta.


Dard Kitna Hai Bata Nahi Sakte,
Zakhm Kitne Hain Dikha Nahi Sakte,


Ankhon Se Samjh Sako To Samjh Lo,
Ansoo Gire Hain Kitne Gina Nahi Sakte.

दर्द कितना है बता नहीं सकते,
ज़ख़्म कितने हैं दिखा नहीं सकते,


आँखों से खूद समझ लो..
आँसू गिरे हैं कितने गिना नहीं सकते।


Bujhi Huyi Samma Ka Noor So Gaya Hai,
Aadmi Se Aadmi Door Ho Gaya Hai,

Nasha Daulat Ka Chada Aisa,
Tha Magroor,
Majboor Ho Gaya Hai,

Chadha Salib Jo Hansate Hansate,
Koi Isha Koi Mansoor Ho Gaya Hai,

Chalayi Kasti Ret Par Jisne,
Jag Ki Aankhon Mein Noor Ho Gya Hai,

Dikhayenge Aaina Andho Ko,
Zamane Ka Yeh Dastoor Ho Gaya Hai.


Apni Bebasi Par Aaj Fir Mujhe Rona Sa Aaya,
Dusro Ko Nahi Mene Toh Apno Ko Ajmaya,


Maine Har Ek Dost Ki Tanhayi Door Ki,
Fir B Khud Ko Har Mode Par Tanha Hi Paya.

Bebas Hai Dil Beraham Hain Niganein,
Marne Se Pahle Thaam Lena Meri Baahein,


Fir Maalum Nahi Manzil Mile Na Mile,
Sambhal Kar Chalna Kanton Bhari Hain Raahein.

Ankho Me Aansu,
Chehre Par Hansi Hai,


Saanso Me Aahein,
Dil Me Bebasi Hai,


Pehle Kyun Nahi Bataya Ki,
Darwaje Mein Ungli Fansi Hai.

Iss Dil Ne Ab Pyar Karna Chod Diya,
Jis Din Se Tumne Ye Dil Tod Diya,


Ab To Ro Bhi Nahi Sakte Apni Bebasi Pe ,
Iss Liye In Aankhon Ne Ab Rona Bhi Chod Diya !

Jo Kahin Na Mile Wo Khushi Chahiye,
Dard Kaisa Bhi Ho Bandagi Chahiye,


Mujhko Duniya Ki Ab Koi Khuwahish Nahi,
Aakhrat Ki Mujhe Zindagi Chahiye,


Tere He Aage Haath Phelaon,
Ab Aesi Allah Mujhe Bebasi Chahiye,


Tu Ho Jaye Raazi Sanwar Jaun Main,
Mere Malik Aagahi Chahiye,


Main Jhukun Or Jhukun Bus Jhuka He Rahun,
Ibbadat Me Bus Ye Aajizi Chahiye,


Main Bhatak Jaun To Aasra De Mujhe,
Aesi Allah Mujhe Rehbari Chahiye.

Ankho Me Aansu,
Chehre Par Hansi Hai,


Saanso Me Aahein,
Dil Me Bebasi Hai,


Pehle Kyun Nahi Bataya Ki,
Darwaje Mein Ungli Fansi Hai.

Kaun Kehta Hai Ishq Me Bas Ikraar Hota Hai

kaun Kehta Hai Ishq Me Bas Inkaar Hota Hai,

Tanhai Ko Tum Bebasi Ka Naam Na Do,
Kyunki Ishq Ka Doosra Naam Hi Intezaar Hota Hai.

Hum Kaise Bataaye Ab Aapko Apni Bebasi,
Kyu Aapko Apne Dil Mein Basa Nahi Sakte,


Kyonki Jiski Yaadon Ke Sahaare Hum Zinda Hain,
Unki Yaadon Ko Hum Kabhi Bhula Nahi Sakte.

Ye Zindagi Bhi Kitna Tadpati Hai,
Kabi Dil Ko Sehlati Hai Kabi Jalati Hai,


Kabhi Jeet Dilati Hai Kabi Haar Me Bebas Banati Hai,
Kabi Tufaan Me Kashti Paar Lagati Hai Kabi Dubati Hai.


Hum Na Pa Sake Tujhe..
Muddato Se Chahne Ke Baad,

Aur Kisi Ne Apna Bana Liya Tujhe..
Chand Rasmein Nibhane K Baad.


Mana Ke Pyar Kisi Ka Mere Paas Nahi,
Magar Tunhein Meri Mohabbat Ka Ehsaas Nahi,

Jaane Pee Gaye Hum Kitne Gham E Aansu,
Ab Kuchh Aur Peene Ki Pyaas Nahi.


Maine Maut Se Jakar Kaha Ki Tu Thodey Din Tal Jaa,
Maut Ne Kaha Teri Kisi Ko Jarurat Nahi Tu Chala Aa,


Mene Kaha Koyi Hai Jo Sirf Mere Liye Hi Jeeta Hain,
Maut Ne Kaha Esliye Tu Roz Pani Ki Jagah Ansoo Pita Hai.


Ulfat Mein Aksar Aisa Hota Hai,
Ankhein Hasti Hai Aur Dil Rota Hai,


Mante Hai Hum Jinhe Manzil

apni Humsafar Unka Koi Aur Hota Hai.

उल्फत में अक्सर ऐसा होता है,
आँखे हंसती हैं और दिल रोता है,


मानते हो तुम जिसे मंजिल अपनी,
हमसफर उनका कोई और होता है!


यूँ पलके बिछा कर तेरा इंतज़ार करते है,
यह वो गुनाह है जो हम बार बार करते है,


जलकर हसरत की राह पर चिराग,
हम सुबह और शाम तेरे मिलने का इंतज़ार करते है.

Yun Palke Bicha Kar Tera Intezar Karte Hai,
Yeh Wo Gunah Hai Jo Hum Baar Baar Karte Hai,


Jalakar Hasrat Ki Rah Par Chirag,
Hum Subah Aur Sham Tere Milne Ka Intezar Karte Hai.


Dil Ki Gahrayio Me Humne Sirf Tumhe Hi Dekha,
Dil Ki Gahrayio Me Humne Sirf Tumhe Hi Dekha,


Bus Fark Tha To Itna Hi Ki Wha Daba Dard

na Tumne Aur Na Hi Zamane Me Kisi Ne Dekha.


Na Ji Bhar Ke Dekha Na Koi Baat Ki
badi Aarju Thi Unse Mulakat Ki,

Ujalon Ki Patiya Nahane Lagi

nadi Gun Gunayi Khayalat Ki,

Main Chup Tha Toh Chalti Hawa Ruk Gayi

jubaa Sab Samjhate Hain Jajbat Ki.


Shaam Hoti Hai Toh,
Palkon Pe Sajaata Hai Mujhe,

Wo Chiragon Ki Tarah Roz,
Jalaata Hai Mujhe,

Main Hoon Yeh Kam Toh Nahi Hai,
Tere Hone Ki Daleel,

Mera Hona Tera Ehsaas Dilaata Hai Mujhe,

Ab Kisi Shakhs Mein,
Sach Sunne Ki Himmat Hai Kahaan,

Mushkilon Se Hi Koi,
Paas Bitthata Hai Mujhe,

Kaise Mehfooz Rakhun Khud Ko Ajaayab Ghar Main,
Jo Bhi Aata Hai Yahaa Haath Lagata Hai Mujhe,

Jaane Kya Ban Na Hai Tujhko,
Meri Gili Mitti,

Kuzaagar Roz,
Banata Hai,
Mitaata Hai,
Mujhe,

Aab O Daana Kisi Bigde Huve Bachche Ki Tarah,
Main Jahaan Shaakh Par Baitthun,
Udaata Hai Mujhe.


दर्द है दिल में पर इसका एहसास नहीं होता,
रोता है दिल जब वो पास नहीं होता,


बर्बाद हो गए हम उसके प्यार में,
और वो कहते हैं इस तरह प्यार नहीं होता|

Dard Hai Dil Mein Per Iska Ehsaas Nahi Hota,
Rota Hai Dil Jab Wo Paas Nahi Hota,


Barbad Hogae Hain Hum Unki Mohabbat Mein,
Aur Wo Kehte Hain Ki Is Tarah Se Pyar Nahi Hota.


Hamare Jeene Ke Liye
Yahi Bahut Hai Eh Dost,

Ki Aapke Hoton Par
Hamara Naam Aaya Toh Tha,

Bhale Hi Woh Khusi Thi
Kuchh Lamhon Ki Magar,

Aapki Vajah Se
Yeh Dil Muskaraya Toh Tha.


Mohabbat Ki Mujhse Fariyaad Mat Karna,
Ho Sake To Mujhe Kabhi Yaad Mat Karna,


Sab Kuch Luta Diya Mohabbat Me Maine,
Ho Sake To Mujhe Or Barbaad Mat Karna.


Zakham Ki Baat Nahi Hai Jaane Dard Kyon Hota Hai,
Dhokhe Ki Baat Nahi Hai Jaane Ehaas Kyon Hota Hai,


Jante Hue Ki Wo Bewafa Hain,
Na Jane Phir Bhi Pyaar Kyon Hota Hai.


Jo Mujhse Nafrat Kare…
Ab Mujhe Wo Hi Pasand Hai Ae Dost,

Mohabbat Karne Wale To Aksar…

Barbad Kar Diya Karte Hai.


Dil Dhadakne Ka Sabab Yaad Aaya,
Woh Teri Yaad The Ab Yaad Aaya,


Badi Mushkil Se Din Guzara Tha,
Phir Tere Wada-E-Shab Yaad Aaya,


Baith Kar Saya-E-Gul Main Nasir,
Hum Bohat Roye Woh Jab Yaad Aaya.


न वो आ सके न हम कभी जा सके,
न दर्द दिल का किसी को सुना सके,


बस बैठे है यादों में उनकी,
न उन्होंने याद किया और न हम उनको भुला सके !

Na Wo Aa Sake Na Hum Kabhi Ja Sake,
Na Dard Dil Ka,
Kisi Ko Suna Sake,


Bus Baithe Hai Yadon Me Unki..
Na Unhone Yaad Kiya Or Na Hum Unko Bhula Sake.


Dekh Bhar Gaya Hai,
Tera Diya Jakham Fir Se,


Aaj Mukuraya Hun,
Rulane Ke Liye Aaja,


Tukde Samete Hain Humne Fir Se Dil Ke,
Aur Nahi Toh Thokar Lagane Ke Liye Aaja.


एक पल का एहसास बनकर आते हो तुम,
दुसरे ही पल ख्वाब बनकर उड़ जाते हो तुम,


जानते हो की लगता है डर तन्हाइयों से,
फिर भी बार बार तनहा छोड़ जाते हो तुम..

Ek Pal Ka Ehsaas Bankar Aate Ho Tum,
Dusre Hi Pal Khwab Bankar Udd Jate Ho,


Tum Jaante Ho Ki Lagta Hai Dar Tanhaiyon Se,
Phir Bhi Baar Baar Tanha Chhor Jate Ho Tum..


Uljhan Bhare Din Hain Mere,
Tanha Hain Raate,
De Jate Hain Zakhm,
Mujhe Tere Vo Baaten,


Ham Bhi Badh Ke Thaam Lete Tera Daaman,
Yoon Tune Hamako Agar Rulaaya Na Hota,


Teree Najaro Ke Ham Bhi Ek Nazaare Hote,
Jo Tune Apani Najaro Mein Hame Basaaya Hota.

उलझन भरे दिन हैं मेरे,
तनहा हैं राते,
दे जाती हैं जख्म,
मुझे तेरी वो बातें,


हम भी बढ़ के थाम लेते तेरा दामन,
यूँ तूने हमको अगर रुलाया ना होता,


तेरी नजरो के हम भी एक नज़ारे होते,
जो तूने अपनी नजरो में हमे बसाया होता।


Zakhmon Ko Daba Kar Seene Mein Reh Kar Khamos ,
Chehre Par Hasi Lana Koi Badi Bat Nahi,


Badi Bat To Tab Hogi Jab Koi Khud Ke Jakhamo Ko Sine Me Daba Kar,
Dusro Ke Chehre Ki Udasi Ko Dur Kare.


Dard Apnate Hain Paraye Kon,
Kon Sunta Hai Aur Sunaye Kon,

Kon Dohraye Fir Wohi Baatein,
Dard Abhi Soya Hai Jagaye Kon,

Ab Sukun Hai Toh Bhulne Mein,
Lekin Us Shakhs Ko Bhulaye Kon.


Zindagi Ke Zehar Ko Yu Has Ke Pi Rahe Hai,
Tere Pyar Bina Yu Hi Zindagi Jee Rahe Hai,
Akelepan Se Ab Darr Nahi Lagta Hame,
Tere Jaane Ke Baad Yu Hi Akele Jee Rahe Hai !


उनसे मिलने को जो सोचों अब वो ज़माना नहीं,
घर भी कैसे जाऊं अब तो कोई बहाना नहीं,


मुझे याद रखना कहीं तुम भुला न देना,
माना के बरसों से तेरी गली में आना-जाना नहीं।

Unse Milne Ko Jo Socho Ab Wo Zamana Nahi,
Ghar Bhi Kaise Jaun Ab To Koi Bahana Nahi,


Mujhe Yaad Rakhna Kahi Tum Bhula Na Dena,
Mana Ke Barson Se Teri Gali Me Aana-Jana Nahi.


Woh Raat Dard Aur Sitam Ki Raat Hogi,
Jis Raat Rukhsat Unki Baraat Hogi,


Uth Jata Hu Main Ye Sochkar Neend Se Aksar,
K Ek Ghair Ki Baaho Me Meri Sari Kayanat Hogi


Woh Karte Hai Baat Ishq Ki,
Par Ishq Ke Dard Ka Unhe Ehsas Nahi,


Ishq Woh Chand Hai Jo Dikhta Hai Sab Ko,
Par Usse Pana Sab Ke Bas Ka Baat Nahi.

वो करते हैं बात इश्क़ की,
पर इश्क़ के दर्द का उन्हें एहसास नहीं,


इश्क़ वो चाँद है जो दिखता तो है सबको,
पर उसे पाना सब के बस की बात नही..


Mujhe Fir Tabah Kar,
Mujhe Fir Rula Jaa,
Sitam Karne Wale Kahi Se Tu Aaja,


Aankho Me Teri Surat Basi Hai,
Teri Hi Tarah Tera Gam Bhi Haseen Hai.


Sukhi Tehni Tanha Chidiya Feeka Chand
aakhon Ka Sehra Mein Ek Nami Ka Chand

Us Maathe Ko Chume Kitne Din Beete
jis Maathe Ki Khatir Tha Ik Teeka Chanda

Pehle Tu Lagti Thi Kitni Begana

kitna Dhundhla Hota Hai Pehli Ka Chand

Kam Ho Kaise In Khushiyon Se Tera Gham

lehron Mein Kab Behta Hai Nadi Ka Chand

Aao Ab Hum Iske Bhi Tukde Kar Leindhaka,
Rawalpindi Aur Dilli Ka Chand


Mohabbat Ke Sapney Wo Dikhaate Bahut Hain,
Raaton Main Wo Hum Ko Jagaate Bahut Hain,


Main Aankhon Main Kaajal Lagaaun To Kaise,
In Aankho Ko Log Rulaatay Bahut Hain.


Jamana Humko Gham Deta Raha Hum Sahte Rahe,
Jo Kahlwana Chaha Isne Hum Kahte Rahe,

Manjil Nahi Koi,
Bhatke Aawara Baadal Bankar,
Kabhi Sagar Ki Lahron Ki Tarah Hum Bahte Rahe.


Ab Toh Lagne Laga Hai,
Zindagi Ke,
Shayad Kuchh Pal Hibaki Rah Gaye Hain,


Humne Bhi Ki Nahi Ranjish Kisi Se,
Jo Bhi Jakham Mile Sab Sahte Gaye Hain.


आँखों से आंसू भी न निकले और नमी भी है…
उनकी याद भी साथ है और तन्हाई भी है…

सांस तो साथ है मगर जिन्दगी नहीं…
हर सांस मे तू रहती भी है और तेरी कमी भी है…


Eh Khuda Bata Too Mujhe Itna,
Kya Ki Hai Aaj Talak Khata Humne,


Yeh Jo Mile Hain Itne Gham Humko,
Kis Baat Ki Di Hai Saja Tumne.


Kanch Ko Chahat Thi Pathhar Pane Ki,
Ek Pal Mein Fir Tut Kar Bikher Jane Ki,

Chahat Bas Itni Thi Us Diwane Ki,
Apne Hazar Tukdo Mein Uski Hazar Tasvir Sajane Ki.


Nazren Mila Ke Kiya Dil Ko Zakhmi,
Adayen Dikha Kar Sitam Dha Rahe Ho,

Meri Wafao Ka Kya Khub Sila Diya Hain,
Tadapta Hua Chod Kar Jaa Rahe Ho.


Tujh Ko Paa Kar Bhi Kabhi To Khona Tha,
Ye Hadsa Mere Saath Kabhi To Hona Hi Tha,

Wo Tod Kar Aksar Dil Mera Mujhe Jodta Raha,
Jaise Main Us Ke Haath Ka Koi Khilona Tha.


Aapko Apne Jakham Dikhana Chahta Hu Main,
Magar Kya Karun Bahut Hi Door Hain Aap,


Aapko Chahta Hu Banana Sathi Apna,
Magar Maanta Hu,
Rashmo Ke Haatho Majbur Hain Aap.


इतनी बेचैनी से तुमको किसकी तलाश है,
वो कौन है जो तेरी आंखों की प्यास है,


जबसे मिला हूं तुमसे यही सोचता हूं मैं,
क्यों मेरे दिल को हो रहा तेरा एहसास है,


जिंदगी के इस मोड़ पे तुम आके यूं मिले,
जैसे कि कोई मंजिल मेरे इतने पास है,


एक नजर की आस में तकता हूं मैं तुझे,
अब देख तेरे खातिर एक आशिक उदास है|

Itni Bechaini Se Tumko Kiski Talaash Hai,
Wo Kaun Hai Jo Teri Aankhon Ki Pyaas Hai,


Jabse Mila Hun Tumse Yahi Sochtaa Hun Main,
Kyon Mere Dil Ko Ho Raha Tera Ehsaas Hai,


Zindgi Ke Is Mod Pe Tum Aake Yun Mile,
Jaise Ki Koi Manzil Mere Itne Paas Hai,


Ek Nazar Ki Aas Me Dekhta Hun Main Tujhe,
Ab Dekh Tere Khatir Ek Aashiq Udaas Hai.


Payi Thi Her Cheez Jo Chahi Maine Zindagi Mein,
Bas Teri Ulfat Ke Aage Mein Ho Gaya Barbad,

Kab Tak Rah Dekhta Mein Bhi Tere Aane Ki,
Arso Se Kar Raha Hu Tera Intezar.

पाई थी हर चीज़ जो चाही मैंने ज़िन्दगी में,
बस तेरी उल्फत के आगे मैं हो गया बर्बाद,

कब तक राह देखता मैं भी तेरे आने की,
अरसो से कर रहा हूँ मैं तेरा इंतज़ार.


Kisko Farebi Hum Kahein Kisko Kahein Hum Bewafa,
Kismat Hi Shayad Aisi Likha Kar Laaye Hain Hum,


Aaj Wakif Hai Yaaro Hamse Sahar Ka Har Ek Aadmi,
Magar Apno Ke Liye Hi Dekhiye Paraye Hain Hum.


मुझे कुछ अफ़सोस नहीं के मेरे पास
सब कुछ होना चाहिए था,

मै उस वक़्त भी मुस्कुराता था..
जब मुझे रोना चाहिए था|

Mujhe Kuch Afsos Nahi Ke Mere Paa

ssab Kuch Hona Chahiye Tha,

Main Us Waqt Bhi Muskurata Tha

jab Mujhe Rona Chahiye Tha..


Kahte Hain Ke,
Pyaar Or Zahar Mein Koi Fark Nahi Hota,
Zahar Pine Ke Baad Log Marr Jate Hain,

Or
Pyar Karne Ke Baad Log Jee Nahi Pate Hai.


Rait Bhari Hai Ankho Me Aansu Se Tum Dho Lena
koi Sukha Ped Mile Toh Usse Lipat Kar Ro Lena,

Kuch To Rait Ki Pyas Bujhao,
Janam-2 Ki Pyasi Hai.

Sahil K Dhalne Se Phele Apne Paau Bhigo Lena,

Mene Dariya Se Sikhi Hain Pani Ki Pardadari,
Upar Upar Hanste Rehna Gehrayi Mein Ro Dena.


Aakhir Kyun Mujhe Tum Itna Dard Dete Ho,
Jab Bhi Mann Mein Aaye Kyun Rula Dete Ho,


Nigahen Berukhi Hain Aur Tikhe Hain Lafz,
Ye Kaise Mohabbat Hain Jo Tum Mujhse Karte Ho.

आखिर क्यों मुझे तुम इतना दर्द देते हो,
जब भी मन में आये क्यों रुला देते हो,


निगाहें बेरुखी हैं और तीखे हैं लफ्ज़,
ये कैसी मोहब्बत हैं जो तुम मुझसे करते हो।


Apne Karam Se Wo Mera Mukaddar Bana Gya,
Ek Katre Ko Pal Bhar Me Samundar Bana Gya,


Phulo Se Bhi Jyada Naram Tha Kabi Dil Ye Mera,
Jise Itna Tadpaya Ke Ab Patthar Dil Bana Gaya.


Meri Zindagi Ghamon Se Ho Gayi Hai Taar,
Khushiyan Bhi Mere Kareeb Nahi Aaati,


Zamane Bhar Ka Zeher Pee Liya Humne,
Jaan Hai Ki Kambhaqt Nikal Nahi Jaati.


Woh Jhoot Kahte Hai Ki Main Unka Lagta Nahi Koi,
Woh Jhoot Kahte Hai Ki Mera Unko Gham Nahi Koi,

Meri Kabr Par Chadakar Phool Woh Phoot Phootkar Roye,
Kisi Gair Ki Khatir Aankhein Karta Nam Nahi Koi


Aapki Yahi Adayein Toh Hain Eh Mere Humdam,
Jo Humko Aap Par Marne Ko Majboor Karti Hain,


Magar Yeh Bhi Suna Hai Ke Hote Hain Sabhi Hasin Bewafa,
Aap Bhi Hasin Hain Yehi Baatein Aap Se Door Karti Hain.


Bichar Ke Tum Se Zindagi Saza Lagti Hai,
Yeh Saans Bhi Jaise Mujh Se Khafa Lagti Hai,


Tarap Uthta Hoon Dard Ke Maare Zakhmon Ko,
Jab Tere Sheher Ki Hawa Lagti Hai,


Agar Umeed-E-Wafa Karu To Kis Se Karu,
Mujh Ko To Meri Zindagi Bhi Be-Wafa Lagti Hai !


Mere Dil Ko Tamanna Hai Abhi Bhi,
Mera Yaar Jakham Mujhko De Jaaye,

Kuchh Khusiyan Rakhi Hain Sambhal Maine,
Woh Aakar Mujh Se Toh Le Jaaye.


Kitna Chahta Hun Tujhe Yeh Mujhko Pata Nahi,
Magar Tumhare Siva Koi Aur Dil Mein Basa Nahi,


Zamana Dushman Ho Gaya Chahat Ka Hamari,
Juda Ho Gaye Phir Se Hum Yeh Meri Khata Nahi.


Dil Ke Dard Ko Dil Todne Wale Kya Jane,
Pyar Ki Rasmo Ke Yeh Zamane Wale Kya Jane,


Hoti Hai Kitni Takleef Kabar Ke Niche,
Yeh Upar Se Phool Chadhane Wale Kya Jane.


Jeete Hain Na Chain Se Na Mar Sakte Hain,
Kyoki Wada Jo Kiya Hai Maine Tujse,

Na Yaha Voh Pyari Si Bahare Hain,
Na Yaha Voh Pyari Si Chahat Hain,

Na Yaha Voh Bahti Nadiyan Hain,
Na Yaha Voh Nila Aasmaan Hain,

Ye Sab Kuch Bhi Nahi Hai Tumhare Bina,
Tujse Hi To Judi Sari Muskan Meri Hai,

Ab Aakhri Gujarish Hai Meri Tujhse,
Bhul Ja Tu Mujko Ki Mera Bhulna Aasan Ho Jaye.


Na Jane Kaun Si Baat Aakhri Hogi,
Na Jane Kaun Raat Aakhri Hogi,

Karni Ho To Kar Lo Ji Bhar Ke Bat,
Na Jane Kaun Si Sans Aakhri Hogi.


Bina Pukare Hume Apne Sath Paoge,
Karo Wada Ki Dosti Aap Be Nibaoge,


Matlab Ye Nahi Ki Roz Yaad Karna,
Bus Yaad Rakhna Uss Waqt,
Ab Khud Ko Tanha Paoge.


Jab Bhi Karib Aata Hu Batane Ke Liye,
Zindgi Door Rakhti Hai Satane Ke Liye,


Mehfilo Ki Shaan Na Samjhna Mujhe,
Main To Hansta Hu Gam Chupane Ke Liye.

जब भी करीब आता हूँ बताने के लिये,
जिंदगी दूर रखती हैं सताने के लिये,


महफ़िलों की शान न समझना मुझे,
मैं तो अक्सर हँसता हूँ गम छुपाने के लिये।


प्यार किया बदनाम हो गए,
चर्चे हमारे सरेआम हो गए,


ज़ालिम ने दिल उस वक़्त तोडा,
जब हम उसके गुलाम हो गए|

Pyar Kiya To Badnaam Hogaye,
Charche Hamare Sar E Aamho Gaye,


Zaalim Ne Dil Bhi Usi Waqttoda,
Jab Hum Uske Pyar K Gulamho Gaye.


Pyar Hamein Yun Hona Tha So Ho Gaya,
Dil Ko Hamare Khona Tha So Kho Gaya,


Na Tujhse Koi Ranjish Na Koi Shikwa Hai,
Gham Ko Hamara Hona Tha So Ho Gaya.


Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De,
Tera Mujrim Hoon Mujhe Dub Ke Mar Jaane De,


Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko,
Sochta Hoon Kahoon Tujhse,
Magar Jaane De !


Ek Dil Mere Dil Ko Zakhm De Gaya,
Zindagi Bhar Jeene Ki Kasam De Gaya,


Lakho Phoolon Me Se Ek Phool Chuna Hmne,
Jo Kaanto Se Gehri Chubhan De Gaya.


Dil Main Har Raaz Daba Kar Rakhte Hain,
Honthon Per Muskurahat Saja Kar Rakhte Hain,


Yeh Duniya Sirf Khushi Mein Sath Dete Hai,
Iss Liye Hum Apne Aansoon Ko Chupa Kar Rakhte Hain.

दिल मैं हर राज़ दबा कर रखते है,
होंटो पर मुस्कराहट सजाकर रखते है,


ये दुनिया सिर्फ़ खुशी मैं साथ देती है,
इसलिए हम अपने आँसुओ को छुपा कर रखते है!


मैंने जिन्दगी से पूछा..
सबको इतना दर्द क्यों देती हो ?
जिन्दगी ने हंसकर जवाब दिया..


मैं तो सबको ख़ुशी ही देती हु,
पर एक की ख़ुशी दुसरे का दर्द बन जाती है !


Dil Lagi Thi Use Hum Se Mohabbat Kab Thi,
Mehfil-E-Gair Se Un Ko Fursat Kab Thi,

Hum The Mohabbat Main Lot Jane K Qabil,
Us K Wadoon Main Wo Haqiqat Kab Thi


Har Sitam Seh Kar Kitne Gham Chipaye Humne,
Teri Khatir Har Din Aansu Bahaye Humne,


Tu Chhod Geya Jaha Humein Raahon Mein Akela,
Bas Tere Diye Zakhm Har Ek Se Chipaye Humne.


Ya Khuda Meri Duaon Mein Itna Asar Karde,
Khushiyan Use,
Dard Uska Mujhe Nazar Kar De,


Dilon Se Dooriyon Ka Ehsaas Mita De Ya Maula,
Nahin To Uske Aanchal Ko Mera Kafan Kar De.


पढ़ने वालों की कमी हो गयी है आज इस ज़माने में,
नहीं तो गिरता हुआ एक-एक आँसू पूरी किताब है!


Mere Sathi Sun Jara Baat Meri,
Tere Sang Chalu Nahi Aukat Meri,


Teri Manzil Falak Ke Sitare Hain,
Meri Manzil Bas Kali Raat Meri.


Saja Sajaya Mera Gahr Kabhi Kabhi Khandar Sa Najar Aata Hai,
Farishto Ki Jubaan Me Bhi Kabhi Jaher Sa Najar Aata Hai,

Tut Jate Hain Sapne Aksar Palkon Se Hakikat Ke Safar Mein,
Jeevan Ka Ye Daur Ab Toh Mujhey Ek Kehar Sa Najar Aata Hai.


Dost Aapko Humse Bhi Achhe Mil Jaayenge,
Aap Humko Dost Banakar Kya Karoge,

Aapka Toh Intezaar Kar Rahi Hain Khusiyan,
Aap Humare Ghamon Ko Apnakar Kya Karoge.


Zindagi Se Sabhi Ko Mohabbat Hai,
Par Zindagi Kisi Ki Mohabbat Nahi Banti,


Tamanna Le Kar Jeete Hai Sab Log,
Magar Har Tamanna Taqdeer Nahi Banti.


Hoton Par Mohabbat Ke Fasane Nahi Aate
sahil Par Samander Ke Khajane Nahi Aate,

Palkein Bhi Chamak Udhati Hain Sote Mein Hamari

aankhon Ko Abhi Khwab Chhupane Nahin Aate,

Dil Ujadi Huyi Ek Saray Ki Tarah Hai

ab Log Yahan Raat Bitane Nahi Aate.


खुद को कुछ इस तरह तबाह किया,
इश्क़ किया क्या ख़ूबसूरत गुनाह किया,


जब मुहब्बत में न थे तब खुश थे हम,
दिल का सौदा किया बेवजह किया|

Khudh Ko Kuch Is Tarah Tabah Kiya,
Ishq Kiya Kya Khubsoorat Gunaah Kiya,


Jab Mohobbat Me Na The Tab Kush The Ham,
Dil Ka Soda Kiya Bewajah Kiya.


Kabhi Teri Baahon Mein Har Gham Bhula Diya Karte The Hum,
Magar Aaj Yeh Baahein Gairon Ke Naam Ho Gayi,


Kya Dein Hum Yaar Tujhe Duayen,
Ab To Dua Ke Liya Bhi Tu Naakam Ho Gayi.


Tag:
Sad Shayari, Shayari, Sad Shayari Status, Sad Shayari Whatsapp Status, Love Shayari, Tik Tok Sad Shayari, Hindi Shayari, Sad Poetry, Sad Shayari In Hindi, Heart Touching Shayari, New Shayari, Tik Tok Shayari, Sad Shadi Shayari, Sad Shayari Urdu, Urdu Sad Shayari, 2 Line Sad Shayari, Shayari Status, Sad Shayari On Love, Sad Shayari To Line, Tiktok Sad Shayari, Nepali Sad Shayari, Gf Shadi Shayari, Shayari Sad, Hindi Shayri