Best Yaad Shayari in Hindi | अध्याय 4


Best Yaad Shayari in Hindi

कभी न कभी तो आएगी उनको याद हमारी,
क्या हुआ आज जो हमको वह भुलाए बैठे हैं,

जिस दिन जिस पल भी आओगे देखोगे सनम,
हम तो आपकी राहों में पलकें बिछाए बैठे हैं.

Kabhi Na Kabhi To Aayegi Unko Yaad Hamari,
Kya Hua Aaj Jo Humko Woh Bhulaye Baithe Hain,
Jis Din Jis Pal Bhi Aaoge Dekhoge Sanam,
Hum To Aapki Raahon Mein Palkein Bichhaye Baithe Hain.


Shaam hote hi yeh dil udas hota hain,
Sapno ke siva kuchh na pass hota hai,
Aap ko bahut yaad karte hain hum,
Yado ka har lmha mere liye khas hota hai.


Door Hain Aapse Toh Koi Gam Nahi,
Door Rehkar Bhulne Waale Hum Nahi,
Roj Mulaqat Na Ho To Kya Hua,
Aapki Yaad Aapki Mulaqat Se Kam NahI.


Aasuon ki bunde hai ya ankhon ki nami hain,
Na upar aasma hai na niche zamee hain,
Ye kaisa mod hai zindagi ka,
Uski hi zarurat hai aur uski hi kami hain!


Kasam khuda ki hamein tum se pyar aaj bhi hai,
Wo pyar ki taraf bekarar aaj bhi hai,
Meri wafa ka aitbar tumhe ho ya na ho,
Teri wafa ka aitbar hamein aaj bhi hai


Kadmo Ki Doori Se Dilon Ke Fansle Nahi Badhte,
Door Hone Se Dil Ke Ehsaas Nahi Marte,
Kuch Kadmon Ka Fansla Hi Sahi Hamare Beech,
Lekin Aisa Koi Pal Nahi Jab Hum Aapko Yaad Nahi Karte!


आंसू की बुँदे हैं या आँखों में नमी हैं !
न ऊपर आसमान हैं न निचे जमीन हैं !
ये कैसा मोड़ हैं जिंदगी का…..
आपकी ही जरुरत हैं और आपकी ही कमी हैं…!

Aansoo ki boondein hain ya aankhon mein nami hai,
Na upper aasman hai na neeche zameen hai,
Ye kaisa mod hai zindagi ka,
Aapki hi zarurat hai aapki hi kami hai.


Jab khamosh aankho se baat hoti hai.Aise hi mohabbat ki shurwat hoti hai.Tumhare hi khayalo mein khoye rehte hai.Pata nahi kab din kab raat hoti hai ?

जब खामोश आँखो से बात होती हैऐसे ही मोहब्बत की शुरुआत होती हैतुम्हारे ही ख़यालो में खोए रहते हैंपता नही कब दिन और कब रात होती है


Har Baat Samjhayi Nahi Jaati,
Har Yaad Bhulayi Nahi Jaati,
Muskurana Bhi Hoti Hai Majburi Kabhi,
Har Wakt Toh Aankh Rulayi Nahi Jaati.


Aata nahi tha humein ikraar karna,
Na jane kaise seekh gaye PYAR karna.Rukte naa the do pal kabhi kisi ke liye.Naa jane kaise seekh gaye intezaar karna..!


तोड़ दो न वो क़सम जो खाई है,
कभी कभी याद करलेने मैं क्या बुराई है,
याद आप को किये बिना रहा भी तो नहीं जाता,
दिल में जगा अपने ऐसी जो बनाई है.

Todh do na wo qasam jo khai haikabhi kabhi yaad karlene main kya burai haiyaad aap ko kiye bina raha bhi to nahi jatadil main jaga apne aisi jo banai hai


Aaj Fir Unki Yaad Aayi,
Socha Dil Main Unke Fir Utar Jaau,
Kya Pataa Tha Isko Fir Yaad Aaya,
Main To Dariya Hu Kahin Bhi Utar Jaau….


रात का चाँद आसमान में निकल आया है.साथ में तारों की बारात लय है.ज़रा आसमान की ओर देखो वो आपको..
मेरी और से गुड नाईट कहने आया है.

Raat ka CHAND aasman me nikal aaya hai.Sath me taron ki barat laya hai.Zara aasman ki or dekho wo aapko..
meri or se good night kehne aaya hai.


दिल ने आज फिर तेरे दीदार की ख्वाहिश रखी हैअगर फुरसत मिलेतो ख्वाबों मे आ जाना…..!


Abke Baras Woh Nahi Aaye Bahar Mein,
Gujrega Ab Ek Baras Intezar Mein,
Tute Dil Mein Teri Mohabbat Tera Khyal,
Khush Rang Ho Bahar Ke Gujri Bahar Mein,
Chand Lamhe Hamein Pyar Ke Udhar De De,
Ki Marne Se Pahle Hamein Jhuta Karar De De,
Kuchh Der Hi Teri Yaad Mere Dil Se Mit Jaaye,
Yahi Soch Kar Tu Thoda Sa Sharab De De.


Jo bani ho Mere liye,
Jis ke liye main Jee raha hoon,
Jo kahe Hum saath hain tere,
Jise dekhne ke liye Tarap raha hoon,
Ek aisa hi Dildaar chahiye,
Bus Mujhe Mera Pyar Chahiye.


Sab Kuchh Bhulaya Uski Yaad Mein,
Khud Ko Bhi Mitaya Uski Yaad Mein,
Agar Hai Kuchh Baki Toh Sirf Yaad Uski,
Khud Ko Kabar Mein Sulaya Uski Yaad Mein.


हकीकत जान लो जुदा होने से पहले,
मेरी सुन लो अपनी सुनाने से पहले,
ये सोच लेना भूलने से पहले,
बहुत रोई हैं ये आँखें मुस्कुराने से पहले.

Haqikat jaan lo juda hone se pahle,
Meri sun lo apni sunane se pahle,
Ye soch lena bhulane se pahle,
Bahut royi hain ye aankhen muskurane se pahle.


Bina Pukare Hume Apne Sath Paoge,
Karo Wada Ki Dosti Aap Be Nibaoge,
Matlab Ye Nahi Ki Roz Yaad Karna,
Bus Yaad Rakhna Uss Waqt,
Ab Khud Ko Tanha Paoge.


Aankhen Kholu To Chehra Tumhara Ho,
Band Karoo To Sapna Tumhara Ho,
Mar Bhi Jaao To Gam Nahi,
Agar Kafan Ke Badle Aanchal Tumhara Ho.

आँखे खोलू तो चेहरा सामने तुम्हारा हो,
बंद करू तो सपना तुम्हारा हो,
मर जाऊ तो भी कोई गम नही,
अगर खफन के बदले आँचल तुम्हारा हो!


Main Is Liye Chhod Aaya Tha Woh Tera Sahar,
Ki Shayad Teri Yaad Na Fir Aayengi Mujh Ko,
Magar Kya Maalum Tha Ki Aisa Bhi Hoga Kabhi,
Pahle Se Bhi Jyada Yeh Tadpayengi Mujhko.


Yaadon ko teri hamne khone na diya,
Ghamo ne bhi chup hone na diya,
Aankhein to aaj bhi bhar aayi teri yaad mein,
Par teri di hui kasam ne hamein rone na diya.


Pyar Karta Hun Main Jinko Khuda,
Khush Rakhna Unhe Yeh Fariyad Karta Hun,
Bhale Hi Bhool Gaye Hon Woh Mujhko,
Magar Main Har Pal Unko Yaad Karta Hun.


Unn phoolon se dosti kya karoge,
Jo ek din murjha jayenge,
Karna hai dosti to hum jaise kaanton se karo,
Jo ek baar chubhe toh baar-baar yaad ayenge.


Shaam ka ye haseen sama hain,
Suraj bhi ab dhalne lagaa hain,
Thandi hawa bhi chalne lagi hain,
Par tu naa jane kanha hain.


Humne To Kaha Tha Aapse Eh Mere Dost,
Ki Aap Humse Dosti Nibha Na Paaoge,
Aap To Shayad Bhool Bhi Jaaoge Hamein,
Magar Humko Ko Aap Hamesha Yaad Aaoge.


शायद फिर वो तक़दीर मिल जायेजीवन के वो हसीं पल मिल जायेचल फिर से बैठें वो क्लास कि लास्ट बैंच पेशायद फिर से वो पुराने दोस्त मिल जाएँ ।


Aankhon mein meri kai logo ne padha hai,
Pinjare ke panchhi sa dil bebas khada hai,
Azaad hokar khule aasamaan mein udhane ko bekaraar hai,
Kisi aur ka nahi mujhe sirf tera hi intezaar hai.

आँखों में मेरी कई लोगो ने पड़ा है,
पिंजरे के पंछी सा दिल बेबस खड़ा है,
आज़ाद होकर खुले आसमां में उड़ने को बेकरार है,
किसी और का नहीं मुझे सिर्फ तेरा ही इंतेज़ार है। 


Bewafa Jahan Ki Bewafayi Raat Aayi,
Mere Pyar Ki Wafayi Na Raas Aayi,
Eh Sanam Kyamat Tak Hamein Yaad Rakhoge,
Ke Tum Bhi Kabhi Pyar Ko Tadpoge.


Aaj unhe fursat nahi humse baat karne ki,
Ye zindagi gujar gayi unki fariyaad kar k,
Wo aaye humari mout pe,
to keh dena,
Abhi soye hai aapko yaad kar k.

आज उन्हे फुर्सत नही हमसे बात करने की,
ये जिन्दगी गुजर गई उनकी फरियाद करके,
वो आए हमारी मौत पे,
तो कह देना अभी सोया है आपको याद करके.


Sard mausam ka maza kitna alag sa hai,
Tanha raat mein intazaar kitna alag sa hain,
Dhund bani naqab,
aur chupa lia sitaron ko,
Unki tanhaai ka ab ehsaas kitna alag sa hai.


इंतज़ार रहता है हर शाम तेरा,
राते कटती है लेकर नाम तेरा,
मुद्दत से बैठा हूँ पाल के ये आस,
कभी तो आएगा कोई पैग़ाम तेरा !

Intezar Rehta Hai Har Shaam Tera,
Raatein Kat Te Hai Le Le Ke Naam Tera,
Muddat Se Baithi Hu Ye Aas Pale,
Shayad Ab Aa Jaye Koi Paigam Tera..


हर सागर के दो किनारे होते है,
कुछ लोग जान से भी प्यारे होते है,
ये ज़रूरी नहीं हर कोई पास हो,
क्योंकी जिंदगी में..
यादों के भी सहारे होते है|

Har sagar ke do kinare hote hai,
Kuch log jaan se bhi pyare hote hai,
Ye zaruri nahi ke har koi pass ho,
Kyunki zindagi mein yaadoo..
Ke bhi sahare hote hai.


Socha yaad na kar ke thoda tadpau unko,
Kisi aur ka naam lekar jalau unko.
Par chot lagegi unko to dard mujhko hi hoga,
Ab ye batao kis tarah satau unko.

सोचा याद न करके थोड़ा तड़पाऊं उनको,
किसी और का नाम लेकर जलाऊं उनको,
पर चोट लगेगी उनको तो दर्द मुझको ही होगा,
अब ये बताओ किस तरह सताऊं उनको।


Jeete Hain Na Chain Se Na Mar Sakte Hain,
Kyoki Wada Jo Kiya Hai Maine Tujse,

Na Yaha Voh Pyari Si Bahare Hain,
Na Yaha Voh Pyari Si Chahat Hain,

Na Yaha Voh Bahti Nadiyan Hain,
Na Yaha Voh Nila Aasmaan Hain,

Ye Sab Kuch Bhi Nahi Hai Tumhare Bina,
Tujse Hi To Judi Sari Muskan Meri Hai,

Ab Aakhri Gujarish Hai Meri Tujhse,
Bhul Ja Tu Mujko Ki Mera Bhulna Aasan Ho Jaye.


उल्फत का अक्सर यही दस्तूर होता है,
जिसे चाहो वही अपने से दूर होता है,
दिल टूटकर बिखरता है इस कदर,
जैसे कोई कांच का खिलौना चूर-चूर होता है!

Ulfat ka aksar yahi dastur hota hai.
Jise chaho wahi humse dur keyo hota hai.
Dil tut kar keyo bikharta hai is kadar.
Jaise kanch ka khilauna chur chur hota hai.


Raat kya hui Roshni ko Bhool gaye,
Chand kya nikla suraj ko bhool gaye,
Maana kuch der hum ne aap ko SMS nahi kiya,
To kya aap hamein yaad karna bhool gaye.Good Night

रात क्या हुयी रौशनी को भूल गये,
चाँद क्या निकला सूरज को भूल गये,
माना कुछ देर हमने आपको SMS नही किया,
तो क्या आप हमे याद करना भूल गये.Good Morning


Kab Unki Palkon Se Izhaar Hoga,
Dil K Kisi Kone Mein Hamare Liye Pyar Hoga,
Guzar Rahi Hai Raat Unki Yaad Me,
Kabhi To Unko Bhi Hamara Intezar Hoga.

कब उनकी पलकों से इज़हार होगा,
दिल के किसी कोने में हमारे लिए प्यार होगा,
गुज़र रही है हर रात उनकी याद में,
कभी तो उनको भी हमारा इंतज़ार होगा


Eh Mere Dost Itna Khyal Rakhna,
Apne Dil Ko Aise Hi Paak Rakhna,
Kal Main Na Bhi Rahun Is Jahan Mein Agar,
Yeh Aarju Hai Aap Hamein Yaad Rakhna.


Din gujar jata hai apko soch soch kar,
Aati hai sham din gujar jaane ke baad,
Kat ti nahin sham ki tanhaiyaan,
Jaati nahi teri yaad tere jaane ke baad.


Woh Jo Hamare Liye Khas Hote Hain,
Jinke Liye Dil Mein Ehsaas Hote Hain,
Chahe Waqt Kitna Bhi Door Kar De Unhe,
Door Reh Ke Bhi Woh Dil Ke Paas Hote Hain..


Aye khat ja unke haathon ko chum le,
Jab wo padhe to unke hothon ko chum le,
Khuda na kare we faad bhi daale,
To girte girte unke kadmo ko chumle.

ऐ खत जा उनके हाथों को चूम ले,
जब वो पढ़े तो उनके होंठों को चूम ले,
खुदा ना करे वो फाड़ भी डाले..
तो गिरते गिरते उनके कदमों को चूम ले।


Dil ko tha aapka besabri se intjaar,
palke bhi thi aap ki ek jhalak ko bekraar,
aap ke aane se aayi hai kuchh aisi bahar,
ki dil bas mange aapke liye khushiyan beshumar!

दिल को था आपका बेसबरी से इंतजार,
पलके भी थी आपकी एक झलक को बेकरार,
आपके आने से आयी है कुछ ऐसी बहार,
कि दिल बस मांगे आपके लिये खुशियाँ बेशुमार!


Khata ho gayi toh phir saza suna do,
Dil mein itna dard kyun hai wajah bata do.Der ho gayi hai yaad karne mein zarur,
Lekin tumko bhula denge yeh khayal mita do.

खता हो गयी तो फिर सज़ा सुना दो,
दिल में इतना दर्द क्यूँ है वजह बता दो,
देर हो गयी याद करने में जरूर,
लेकिन तुमको भुला देंगे ये ख्याल मिटा दो।


Udaas Hai Dil Aur Ankho Me Nami Hai,
Jaise Rutha Hai Aasman,
Our Khamosh Ye Zami Hai,
Yaad Na Karne Ki Koi To Wajah Batao,
Naaraaz Ho Humse Ya Wakt Ki Kami Hai.


Oh Mere Pahle Pyar,
Mujhe Tu Yaad Na Aaya Kar..

Oh Shakti Bhare,
Anurakti Bhare,
Nas Nas Ke Pahle Javaar,
Mujhe Tu Yaad Na Aaya Kar,

Pavas Ki Pahli Fuharon Se,
Jisne Mujhko Kuchh Bol Diye,
Mere Aansu Muskano Ki,
Kimat Par Jisne Tol Diye,
Jisne Ahsas Diya Mujhko,
Main Ambar Tak Uthh Sakta Hu,
Jisne Khud Ko Bandha,
Lekin,
Mere Sab Bandhan Khol Diye,
Mere Geeton Ke Saar,
Mujhe Tu Yaad Na Aaya Kar,

Oh Mere Pahle Pyar,
Mujhe Tu Yaad Na Aaya Kar.


Jamane se nahi to tanhai se darta hu,
Pyar se nahi to ruswai se darta hu,
Milne ki umang bahot hoti hai dil me,
Lekin milne ke baad teri judai se darta hu.


Tujhe dekhe bina teri tasvir bana sakta hoon,
Tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,
Hai meri dosti mein itna dum,
Apni aankh ka aansoo teri aankh se gira sakta hoon.

​तुझे देखे बिना तेरी तस्वीर बना सकता हूँ,
तुझसे मिले बिना तेरा हाल बता सकता हूँ,
है मेरी दोस्ती में इतना दम,
तेरी आँख का आँसू आपनी आँख से गिरा सकता हूँ।


Jab Jab Phool Khilte Rahenge,
Tab Tak Baharein Aati Rahengi,
Jab Tak Hum Zinda Rahenge,
Tab Tak Tum Yaad Aaoge.


Chand bhi tanha,
Raat bhi tanha,
Aur tanha meri Zaat hai,
Phir Toot ke ye yaad aaya,
Ajeeb December ki ye Raat hai.


Woh Nigaahein Jhuka Karke Tera Muskurana,
Baaton Hi Baaton Mein Hamein Deevana Banana,
Ab Aa Bhi Jaao Oh Mere Humdam,
Seekho To Jara Kabhi Wada Nibhana.


Aisi Koi Raat Nahi Aayi Jeevan Mein,
Teri Yaad Jab Seene Se Lagaata Nahi,
Bas Itni Khud Se Hai Sikayat Mujhko,
Kyu Duniya Ko Chhod Main Jata Nahi.


Logo ko aksar kehte suna hai ki..
Zinda rahe to fir milenge.

Magar is dil ne mahsoos kiya ki..
Milte rahoge to zinda rahenge.


Tum na aao to bechain rehta hai dil mera,
Dekh ker tumko chain khota hai dil mera,
Kaise aayega mere dil ko karar pata nahi,
Ki teri yaad mein pal pal dil rota hai mera.


Kalam Uthayi Hai Lafj Nahi Milta,
Jisko Dhoond Rahe Hain Lafj Nahi Milta,

Firte Ho Tum Zamane Ki Talash Mein,
Bas Hamare Liye Tumhe Waqt Nahi Milta.


Teri Ankhon Me Ansoo The Meri Khatir,
Teri Ankhon Me Ansoo The Meri Khatir,
Wahi Ek Lamha Muje Zindagi Se Pyara Laga.


जो नजरो का हुआ मिलना लब तेरे भी मुस्कुराये थे,
ईश्क के हर जूर्म में मेरे तेरी मोहोब्बत के साये थे,
मेरी हर रात में सजनी तेरी सेजो के साये थे,
रात को ख्वाब में मेरे ख्वाब तेरे मिलने आये थे। 


Aankhe bhi meri palko se Sawal karti hai,
Har Waqt Aapko hi Yaad karti hai,
Jab tak dekhle na le chehra aapka,
Har ghadi aapka hi Intezar karti hai.

आँखें भी मेरी पलकों से सवाल करती हैं,
हर वक़्त आपको ही तो याद करती हैं,
जब तक देख न लें चेहरा आपका,
हर घडी आपका ही इंतज़ार करती हैं।


बीते पल वापस ला नहीं सकते,
सूखे फूल वापस खिला नहीं सकते,
कभी कभी लगता है आप हमें भूल गए,
पर दिल कहता है कि आप हमें भुला नही सकते.

Beete pal wapas la nahi sakte,
Sukhe phool wapas khila nahi sakte,
Kabhi kabhi lagta hai aap hamein bhul gaye,
par dil kehta hai k aap hamein bhula nahi sakte.


Chupke Se Jo Mangi Hai,
Un Duao Me Tum Ko Pana Hai,
Tum Rooth Ke Mujse Na Jao,
Mujhe Sath Tumhara Pana Hai,
Tum Laut Ke Wapis Aa jao,
Mujhe “Hamsafar” Tumhe Bnana Hai.


इस दिल को किसी की आस रहती है,
निगाहों को किसी सूरत की प्यास रहती है,
तेरे बिना किसी चीज़ की कमी तो नही,
पर तेरे बेगैर जिन्दगी बड़ी उदास रहती है..

Iss dil ko kisi ki aas rehti hai,
Nigaah ko kisi soorat ki pyaas rehti hai,
Tere bina zindagi mein kami toh nahi,
Phir bhi tere bina zindagi udhaas rehti hai.



Aise Hi Rakhna Mujhe Eh Mere Khuda,
Meri Dosti Sada Aise Hi Paak Rahe,
Hum Mar Bhi Jaaye Koi Gham Na Ho,
Marne Ke Baad Sada Doston Ko Yaad Rahe.



Kuch Yadon Ke Silsile Le Kar Chal Pade Hai,
Manjil Pa Jayenge Hum Bhi Waqt Aane Par.Duriya Mita Na Sakengi Dil Par Jo Hai Nishan,
Ishq Mera Hi Jitega Uske Aajmane Par.



Meri zindagi bhi meri nahi yehHajar khano mein banti gayi,


Mujhe ek muthi jamin deYeh jamin kitni simat gayi,


Teri yaad aaye toh chup rahuJara chup rahu toh ghazal kahu,


Yeh ajib aag ki bel thiMere tan badan se lipat gayi,


Mukhe likhne wala likhe bhi kyaMujhe padhne wala padhe bhi kya,


Jahan mera naam likha gayaWahin par roshnayi ulat gayi.



Taraste the jo hamse milne ko kabhi..
Na jane q aaj mere saye se bhi wo katrate hainHam bhi wahi hain,
dil bhi wahi hai..
Naa jaane kyun log badal jaate hain..



Aaj Teri Yaad Ko Seene Se Laga Kar Roye,
Apne Khwabon Mein Tujhe Paas Bulake Roye,
Hazaron Baar Pukara Tujhe Tanhaiyon Mein,
Aur Har Baar Tujhe Paas Na Paa Kar Roye.

आज तेरी याद सीने से लगा कर हम रोये,
तन्हाई में तुझे पास बुला कर हम रोये,
कई बार पुकारा इस दिल ने तुम्हें,
हर बार तुम्हें ना पाकर हम रोये।



Kab maine kaha ki shona aur chandi chahiye,
Bas aapki dil me chhota sa kona chahiye,
Jise hum keh sake dilse apna,
Aisa bhi to koi yaar hona chahiye