Garibi Shayari Hindi, गरीबी शायरी, गरीबी पर शायरी | amiri garibi shayari,

Garibi Shayari Hindi


shayari, garibi shayari, garibi par shayari, hindi shayari, garibi, garib shayari, garibi shayri, garibi shayari in hindi, garib bache shayari, garib ka pyar shayari, garibi ki shayari, garib ki shayari, garibo ki shayari, sad shayari, garibi shayari urdu, amiri garibi shayari, garibi shayari in urdu, garibi shayari punjabi, heart touching shayari, garibi per shayri, garibo par shayari, garib sayari, main gareeb hoon shayari
क्या किस्मत पाई है रोटीयो ने भी निवाला बनकर
रहिसो ने आधी फेंक दी,
गरीब ने आधी में जिंदगी गुज़ार दी


Kya Kismat Payi Hai Rotiyan Ne Bhi Niwala Bankar
Rahiso Ne Aadi Fenk Di,
Gareeb Ne Aadhi Mein Zindagi Gujar Di


गरीबी पर शायरी

चेहरा बता रहा था के मारा है भूख ने
सब कह रहे थे के कुछ खा के मर गया

Chehara Bata Raha Tha Ke Mara Hai Bhookh Ne
Sab Kah Rahe The Ki Kuchh Kha Ke Mar Gaya


कमी लिबास की तन पर अजीब लगती है
अमीर बाप की बेटी गरीब लगती है


Kami Libas Ki Tan Par Ajeeb Lagti Hai
Ameer Baap Ki Beti Garib Lagti Hai


सहम उठते हैं कच्चे मकान पानी के खौफ़ से
महलों की आरज़ू ये है कि बरसात तेज हो


Saham Uthte Hai Kacche Makan Pani Ke Khauf Se
Mahalo Ki Aarzoo Ye Hai Ki Barsat Tez Ho


garibi par shayari

shayari, garibi shayari, garibi par shayari, hindi shayari, garibi, garib shayari, garibi shayri, garibi shayari in hindi, garib bache shayari, garib ka pyar shayari, garibi ki shayari, garib ki shayari, garibo ki shayari, sad shayari, garibi shayari urdu, amiri garibi shayari, garibi shayari in urdu, garibi shayari punjabi, heart touching shayari, garibi per shayri, garibo par shayari, garib sayari, main gareeb hoon shayari

हमने कुछ ऐसे भी गरीब देखे हैं
जिनके पास पैसों के अलावा कुछ भी नहीं


Humne Kuchh Aise Bhi Gareeb Dekhe Hain
Jinke Paas Paison Ke Alawa Kuchh Bhi Nahi


गरीबी शायरी

जब भी देखता हूँ किसी गरीब को हँसते हुए,
यकीनन खुशिओं का ताल्लुक दौलत से नहीं होता


Jab Bhi Dekhta Hoon Kisi Gareeb Ko Hanste Hue,
Yakeenan Khushion Ka Taalluk Daulat Se Nahin Hota


मोहब्बत भी सरकारी नौकरी लगती हैं साहब
किसी गरीब को मिलती ही नहीं


Mohabbat Bhi Sarkari Naukari Lagti Hain Sahab
Kisi Gareeb Ko Milti Hi Nahi


हम गरीब लोग है किसी को मोहब्बत के सिवा क्या देंगे
एक मुस्कराहट थी,
वह भी बेवफ़ा लोगो ने छीन ली

Ham Gareeb Log Hai Kisi Ko Mohabbat Ke Siwa Kya Denge
Ek Muskurahat Thi,
Wah Bhi Bewafa Logo Ne Chhin Li


जब भी देखता हूँ किसी गरीब को हँसते हुए
तो यकीन आ जाता है
की खुशियो का ताल्लुक दौलत से नहीं होता


Jab Bhi Dekhta Hoon Kisi Gareeb Ko Hanste Hue
To Yakeen Aa Jata Hai
Ki Khushiyon Ka Taaluq Daulat Se Nahin Hota


कतार बहुत लम्बी थी इस लिए सुबह से रात हो गयी
ये दो वक़्त की रोटी आज फिर मेरा अधूरा ख्वाब हो गयी


Katar Bahut Lambi Thi Isliye Subah Se Raat Ho Gayi
Ye Do Waqt Ki Roti Aaj Phir Mera Adhura Khwaab Ho Gayi


main gareeb hoon shayari

गरीबों की औकात ना पूछो तो अच्छा है
इनकी कोई जात ना पूछो तो अच्छा है


चेहरे कई बेनकाब हो जायेंगे
ऐसी कोई बात ना पूछो तो अच्छा है


Gareebon Ki Aukat Na Poochho To Achchha Hai
Inaki Koi Jaat Na Poochho To Achchha Hai


Chehare Kaee Benaqab Ho Jaayenge
Aisi Koi Baat Na Poochho To Achchha Hai


garibi shayari in hindi

एै मौत ज़रा पहले आना गरीब के घर
कफ़न का खर्च दवाओं में निकल जाता है


Ae Maut Zara Pahle Aana Gareeb Ke Ghar
Kafan Ka Kharch Dawaon Mein Nikal Jata Hai


सुला दिया माँ ने भूखे बच्चे को ये कहकर
परियां आएंगी सपनों में रोटियां लेकर


Sula Diya Maa Ne Bhukhe Bacche Ko Yah Kahkar
Pariyan Aayegi Sapno Mein Roti Lekar


garib shayari

पेट की भूख ने जिंदगी के
हर एक रंग दिखा दिए


जो अपना बोझ उठा ना पाये
पेट की भूख ने पत्थर उठवा दिए


Pet Ki Bhookh Ne Zindagi Ke
Har Ek Rang Dikha Diye


Jo Apna Bojh Utha Na Paaye
Pet Ki Bhookh Ne Pathar Uthawa Diye


रजाई की रुत गरीबी के आँगन में दस्तक देती है
जेब गरम रखने वाले ठण्ड से नहीं मरते


Rajai Ki Rut Gareebi Ke Aangan Mein Dastak Deti Hai
Jeb Garam Rakhne Wale Thand Se Nahin Marte


garibi shayri

जब भी मुझे जियारत करनी होती है
मै गरीब लोगो में बैठ आता हूं


Jab Bhi Mujhe Jiyarat Karni Hoti Hai
Main Gareeb Logon Mein Baith Aata Hoon


garibi per shayri

गरीबी बन गई तश्हीर का सबब “आमिर”
जिसे भी देखो हमारी मिसाल देता है


Gareebi Ban Gayi Tashheer Ka Sabab “Aamir”
Jise Bhi Dekho Hamari Misaal Deta Hai


amiri garibi shayari,

गरीबों की औकात ना पूछो तो अच्छा है
इनकी कोई जात ना पूछो तो अच्छा है


चेहरे कई बेनकाब हो जायेंगे
ऐसी कोई बात ना पूछो तो अच्छा है


Gareebon Ki Aukat Na Puchho Toh Acha Hai
Inki Koi Jaat Na Puccho To Accha Hai


Chehare Kai Benaqaab Ho Jayenge
Aesi Koi Baat Na Puchho To Accha Hai


दोपहर तक बिक गया बाजार का हर एक झूठ
और एक गरीब सच लेकर शाम तक बैठा ही रहा

Dopahar Tak Bik Gaya Bazar Ka Har Ek Jhuth
Aur Ek Gareeb Sach Lekar Shaam Tak Baitha Raha


गरीब लहरों पे पहरे बैठाय जाते हैं
समंदर की तलाशी कोई नही लेता


Gareeb Laharon Pe Pahre Baithaye Jate Hain
Samndar Ki Talashi Koi Nahi Leta


Tag:
garibi shayari, garibi par shayari, hindi shayari, garib shayari, garibi shayri, garibi shayari in hindi, garib bache shayari, garib ka pyar shayari, garibi ki shayari, garib ki shayari, garibo ki shayari, garibi shayari urdu, amiri garibi shayari, garibi shayari in urdu, garibi shayari punjabi, garibi per shayri, garibo par shayari, garib sayari, main gareeb hoon shayari