गरीबी पर शायरी - Garibi Shayari in Hindi - हिंदी शायरी | गरीबी मोटिवेशनल शायरी
Gareebi Shayari
Gareebi Shayari अध्याय
garibi par shayari
garibi shayari in hindi
गरीबी पर शायरी
गरीबी शायरी
गरीबी पर शायरी
ये गंदगी तो महल वालों ने फैलाई है साहब,
वरना गरीब तो सड़कों से थैलीयाँ तक उठा लेते हैं
Ye Gandagi To Mahal Walon Ne Phailaee Hai Sahab,
Varana Gareeb To Sadakon Se Thaileeyaan Tak Utha Lete Hain
इसे नसीहत कहूँ या जुबानी चोट साहब
एक शख्स कह गया गरीब मोहब्बत नहीं करते
Ise Naseehat Khun Ya Jubani Chot Sahab
Ek Shakhs Keh Gaya Garib Mohabbat Nahi Karte
एक शख्स कह गया गरीब मोहब्बत नहीं करते
Ise Naseehat Khun Ya Jubani Chot Sahab
Ek Shakhs Keh Gaya Garib Mohabbat Nahi Karte
शाम को थक कर टूटे झोपड़े में सो जाता है
वो मजदूर,
जो शहर में ऊंची इमारतें बनाता है
Sham Ko Thak Kar Tute Jhopde Mein So Jata Hai
Wo Majdoor,
Jo Shahr Mein Unchi Imarat Banata Hai
वो मजदूर,
जो शहर में ऊंची इमारतें बनाता है
Sham Ko Thak Kar Tute Jhopde Mein So Jata Hai
Wo Majdoor,
Jo Shahr Mein Unchi Imarat Banata Hai
गरीबी मोटिवेशनल शायरी
बहुत जल्दी सीख लेता हूँ जिंदगी का सबक
गरीब बच्चा हूँ बात-बात पर जिद नहीं करता
Bahut Jaldi Seekh Leta Hoon Zindagi Ka Sabak
Gareeb Baccha Hoon Baat Baat Par Zid Nahi Karta
गरीब बच्चा हूँ बात-बात पर जिद नहीं करता
Bahut Jaldi Seekh Leta Hoon Zindagi Ka Sabak
Gareeb Baccha Hoon Baat Baat Par Zid Nahi Karta
भटकती है हवस दिन-रात सोने की दुकानों पर
गरीबी कान छिदवाती है तिनके डाल देती है
Bhatakti Hai Hawas Din-Raat Sone Ki Dukanon Mein
Garibi Kaan Chhidwati Hai Tinke Daal Deti Hai
गरीबी कान छिदवाती है तिनके डाल देती है
Bhatakti Hai Hawas Din-Raat Sone Ki Dukanon Mein
Garibi Kaan Chhidwati Hai Tinke Daal Deti Hai
अमीरी का हिसाब तो दिल देख के कीजिये साहब
वरना गरीबी तो कपड़ो से ही झलक जाती है
Ameeri Ka Hisaab To Dil Dekh Ke Kijiye Sahab
Varna Gareebi To Kapdo Se Hi Jhalak Jati Hai
वरना गरीबी तो कपड़ो से ही झलक जाती है
Ameeri Ka Hisaab To Dil Dekh Ke Kijiye Sahab
Varna Gareebi To Kapdo Se Hi Jhalak Jati Hai
गरीबी पर शायरी हिंदी में
तहजीब की मिसाल गरीबों के घर पे है
दुपट्टा फटा हुआ है मगर उनके सर पे है
Tahzeeb Ki Misaal Gareebon Ke Ghar Pe Hain
Dupatta Fata Hua Hai Magar Unke Sar Pe Hai
दुपट्टा फटा हुआ है मगर उनके सर पे है
Tahzeeb Ki Misaal Gareebon Ke Ghar Pe Hain
Dupatta Fata Hua Hai Magar Unke Sar Pe Hai
अमीर की बेटी पार्लर में जितना दे आती है
उतने में गरीब की बेटी अपने ससुराल चली जाती है
Ameer Ki Beti Parlar Mein Jitna De Aati Hai
Utne Mein Gareeb Ki Beti Apne Sasural Chali Jati Hai
उतने में गरीब की बेटी अपने ससुराल चली जाती है
Ameer Ki Beti Parlar Mein Jitna De Aati Hai
Utne Mein Gareeb Ki Beti Apne Sasural Chali Jati Hai
वो जिनके हाथ में हर वक्त छाले रहते हैं,
आबाद उन्हीं के दम पर महल वाले रहते हैं
Vo Jinake Haath Mein Har Vakt Chhaale Rahate Hain,
Aabaad Unheen Ke Dam Par Mahal Vaale Rahate Hain
आबाद उन्हीं के दम पर महल वाले रहते हैं
Vo Jinake Haath Mein Har Vakt Chhaale Rahate Hain,
Aabaad Unheen Ke Dam Par Mahal Vaale Rahate Hain
Garibi Shayari in Hindi
कभी आँसू तो कभी खुशी बेचीं
हम गरीबों ने बेकसी बेची
चंद सांसे खरीदने के लिए
रोज़ थोड़ी सी जिंदगी बेचीं
Kabhi Aansoo To Kabhi Khusi Bechi
Ham Gareebon Ne Bekasi Bechi
Chand Saanse Khareedne Ke Liye
Roz Thodi Si Zindagi Bechi
हम गरीबों ने बेकसी बेची
चंद सांसे खरीदने के लिए
रोज़ थोड़ी सी जिंदगी बेचीं
Kabhi Aansoo To Kabhi Khusi Bechi
Ham Gareebon Ne Bekasi Bechi
Chand Saanse Khareedne Ke Liye
Roz Thodi Si Zindagi Bechi
ऐ सियासत…
तूने भी इस दौर में कमाल कर दिया
गरीबों को गरीब अमीरों को माला-माल कर दिया
Ae Siyasat..
Tune Bhi Is Daur Mein Kamaal Kar Diya
Gareebon Ko Gareeb Ameeron Ko Mala-Maal Kar Diya
तूने भी इस दौर में कमाल कर दिया
गरीबों को गरीब अमीरों को माला-माल कर दिया
Ae Siyasat..
Tune Bhi Is Daur Mein Kamaal Kar Diya
Gareebon Ko Gareeb Ameeron Ko Mala-Maal Kar Diya
Garib bache Shayari
वो रोज रोज नहीं जलता साहब
मंदिर का दिया थोड़े ही है गरीब का चूल्हा है
Wo Roz Roz Nahi Jalta Sahab
Mandir Ka Diya Thode Hi Hai Gareeb Ka Chulha Hai
मंदिर का दिया थोड़े ही है गरीब का चूल्हा है
Wo Roz Roz Nahi Jalta Sahab
Mandir Ka Diya Thode Hi Hai Gareeb Ka Chulha Hai
घटाएं आ चुकी हैं आसमां पे…
और दिन सुहाने हैं
मेरी मजबूरी तो देखो मुझे बारिश में भी काग़ज़ कमाने हैं
Ghatayen Aa Chuki Hai Aasman Pe….Aur Din Suhane Hai
Meri Majboori To Dekho Mujhe Barish Mein Bhi Kagaz Kamaane Hai
और दिन सुहाने हैं
मेरी मजबूरी तो देखो मुझे बारिश में भी काग़ज़ कमाने हैं
Ghatayen Aa Chuki Hai Aasman Pe….Aur Din Suhane Hai
Meri Majboori To Dekho Mujhe Barish Mein Bhi Kagaz Kamaane Hai
गरीबी शायरी
ड़ोली चाहे अमीर के घर से उठे चाहे गरीब के
चौखट एक बाप की ही सूनी होती है
Doli Chahae Ameer Ke Ghar Se Uthe Chahae Gareeb Ke
Chaukhat Ek Baap Ki Hi Suni Hoti Hai
चौखट एक बाप की ही सूनी होती है
Doli Chahae Ameer Ke Ghar Se Uthe Chahae Gareeb Ke
Chaukhat Ek Baap Ki Hi Suni Hoti Hai
Garibi Per Shayri
घर में चूल्हा जल सके इसलिए कड़ी धूप में जलते देखा है
हाँ मैंने गरीब की सांस को गुब्बारों में बिकते देखा है
Ghar Mein Chulha Jal Sake Isliye Kadi Dhoop Mein Jalte Dekha Hai
Haan Maine Gareeb Ki Saans Ko Gubbaron Mein Bikte Dekha Hai
हाँ मैंने गरीब की सांस को गुब्बारों में बिकते देखा है
Ghar Mein Chulha Jal Sake Isliye Kadi Dhoop Mein Jalte Dekha Hai
Haan Maine Gareeb Ki Saans Ko Gubbaron Mein Bikte Dekha Hai
मरहम लगा सको तो किसी गरीब के जख्मों पर लगा देना
हकीम बहुत हैं बाजार में अमीरों के इलाज खातिर
Maraham Laga Sako To Kisee Gareeb Ke Jakhmon Par Laga Dena
Hakeem Bahut Hai Baajaar Mein Ameeron Ke Ilaaj Khaatir
हकीम बहुत हैं बाजार में अमीरों के इलाज खातिर
Maraham Laga Sako To Kisee Gareeb Ke Jakhmon Par Laga Dena
Hakeem Bahut Hai Baajaar Mein Ameeron Ke Ilaaj Khaatir
garibi hindi shayari
वो राम की खिचड़ी भी खाता है,
रहीम की खीर भी खाता है
वो भूखा है जनाब उसे कहाँ मजहब समझ आता है
Wo Raam Ki Kihadi Bhi Khata Hai,
Raheem Ki Kheer Bhi Khata Hai
Wi Bhukha Hai Janaab Us Ekahan Majhab Samjh Aata Hai
रहीम की खीर भी खाता है
वो भूखा है जनाब उसे कहाँ मजहब समझ आता है
Wo Raam Ki Kihadi Bhi Khata Hai,
Raheem Ki Kheer Bhi Khata Hai
Wi Bhukha Hai Janaab Us Ekahan Majhab Samjh Aata Hai
Garibo ki Shayari
गरीब नहीं जानता क्या है मज़हब उसका
जो बुझाए पेट की आग वही है रब उसका
Gareeb Nahi Janta Kya Hai Mazhab Uska
Jo Bujhaye Pet Ki Aag Wahi Hai Rab Uska
जो बुझाए पेट की आग वही है रब उसका
Gareeb Nahi Janta Kya Hai Mazhab Uska
Jo Bujhaye Pet Ki Aag Wahi Hai Rab Uska
अजीब मिठास है मुझ गरीब के खून में भी,
जिसे भी मौका मिलता है वो पीता जरुर है
Ajeeb Mithaas Hai Mujh Gareeb Ke Khoon Mein Bhee,
Jise Bhi Mauka Milta Hai Vo Peeta Jarur Hai
जिसे भी मौका मिलता है वो पीता जरुर है
Ajeeb Mithaas Hai Mujh Gareeb Ke Khoon Mein Bhee,
Jise Bhi Mauka Milta Hai Vo Peeta Jarur Hai
Garib ka Pyar Shayari
मैं क्या महोब्बत करूं किसी से,
मैं तो गरीब हूँ
लोग अक्सर बिकते हैं,
और खरीदना मेरे बस में नहीं
Main Kya Mohabbat Karu Kisi Se,
Main To Gareeb Hoon
Log Aksar Bikte Hai Aur Kharidna Mere Bas Mein Nahi
मैं तो गरीब हूँ
लोग अक्सर बिकते हैं,
और खरीदना मेरे बस में नहीं
Main Kya Mohabbat Karu Kisi Se,
Main To Gareeb Hoon
Log Aksar Bikte Hai Aur Kharidna Mere Bas Mein Nahi
Tag:
garibi shayari, garibi par shayari, garibi hindi shayari, garib shayari, garibi shayri, garibi shayari in hindi, garib bache shayari, garib ka pyar shayari, garibi ki shayari, garib ki shayari, garibo ki shayari, sad shayari, garibi shayari urdu, amiri garibi shayari, garibi shayari in urdu, garibi shayari punjabi, heart touching shayari, garibi per shayri, garibo par shayari, garib sayari, main gareeb hoon shayari,गरीबी मोटिवेशनल शायरी, गरीब परिवार पर शायरी, गरीबी पर शायरी हिंदी में