गरीबी और भुखमरी पर शायरी | Garibi Shayari In Hindi - गरीबी पर शायरी | garib ki shayari,
Gareebi Shayari
Gareebi Shayari अध्याय
garibi par shayari
garibi shayari in hindi
गरीबी पर शायरी
गरीबी शायरी
गरीबी और भुखमरी पर शायरी
भूख ने निचोड़ कर रख दिया है जिन्हें
उनके तो हालात ना पूछो तो अच्छा है
मज़बूरी में जिनकी लाज लगी दांव पर
क्या लाई सौगात ना पूछो तो अच्छा है
Bhookh Ne Nichod Kar Rakh Diya Hai Jinhen
Unke To Halat Na Poochho To Achchha Hai
Mazabooree Mein Jinki Laaj Lagee Daanv Par
Kya Laee Saugaat Na Poochho To Achchha Hai
छुपाता था वो गरीब अपनी भूख को गुरबत में
अब वो भी फ़ख़्र से कहेगा मेरा रोज़ा है
Chhupata Tha Wo Gareeb Apni Bhookh Ko Ghurbat Mein
Ab Wo Bhi Fakhr Se Kahega Mera Roza Hai
अब वो भी फ़ख़्र से कहेगा मेरा रोज़ा है
Chhupata Tha Wo Gareeb Apni Bhookh Ko Ghurbat Mein
Ab Wo Bhi Fakhr Se Kahega Mera Roza Hai
रोज शाम मैदान में बैठ ये कहते हुए एक बच्चा रोता है
हम गरीब हैं इसलिए हम गरीब का कोई दोस्त नहीं होता है
Roz Shaam Maidan Mein Baithe Hue Ek Baccha Rota Hai
Ham Gareeb Hai Isliye Hamra Koi Dost Nahi Hota Hai
हम गरीब हैं इसलिए हम गरीब का कोई दोस्त नहीं होता है
Roz Shaam Maidan Mein Baithe Hue Ek Baccha Rota Hai
Ham Gareeb Hai Isliye Hamra Koi Dost Nahi Hota Hai
Garibi Shayari In Hindi
मरहम लगा सको तो किसी गरीब के ज़ख्मो पर लगा देना
हकीम बहुत हैं बाज़ार में अमीरों के इलाज़ के खातिर
Marham Laga Sako To Kisi Gareeb Ke Zakhmo Par Laga Dena
Hakeem Bahut Hai Bazar Mein Ameeron Ke Ilaj Ke Khatir
हकीम बहुत हैं बाज़ार में अमीरों के इलाज़ के खातिर
Marham Laga Sako To Kisi Gareeb Ke Zakhmo Par Laga Dena
Hakeem Bahut Hai Bazar Mein Ameeron Ke Ilaj Ke Khatir
ये गंदगी तो महल वालों ने फैलाई है साहब
वरना गरीब तो सड़कों से थैलीयाँ तक उठा लेते हैं
Ye Gandagi To Mahal Walon Ne Failaaiy Hai Sahab
Warna Gareeb To Sadkon Se Thailiyan Tak Utha Lete Hain
वरना गरीब तो सड़कों से थैलीयाँ तक उठा लेते हैं
Ye Gandagi To Mahal Walon Ne Failaaiy Hai Sahab
Warna Gareeb To Sadkon Se Thailiyan Tak Utha Lete Hain
दिन ईद के जब क़रीब देखे
मैंने अक्सर उदास ग़रीब देखे
Din Eid Ke Jab Kareeb Dekhe
Maine Aksar Udas Gareeb Dekhe
मैंने अक्सर उदास ग़रीब देखे
Din Eid Ke Jab Kareeb Dekhe
Maine Aksar Udas Gareeb Dekhe
खुदा के दिल को भी सुकून आता होगा
जब कोई गरीब चेहरा मुस्कुराता होगा
Khud Ke Dil Ko Bhi Sukoon Aata Hoga
Jab Koi Gareeb Chehara Muskurata Hoga
जब कोई गरीब चेहरा मुस्कुराता होगा
Khud Ke Dil Ko Bhi Sukoon Aata Hoga
Jab Koi Gareeb Chehara Muskurata Hoga
गरीबी पर शायरी
जो गरीबी में एक दिया भी न जला सका
एक अमीर का पटाखा उसका घर जला गया
Jo Gareebi Mein Ek Diya Bhi Na Jala Saka
Ek Ameer Ka Patakha Uska Ghar Jala Gaya
एक अमीर का पटाखा उसका घर जला गया
Jo Gareebi Mein Ek Diya Bhi Na Jala Saka
Ek Ameer Ka Patakha Uska Ghar Jala Gaya
यहाँ गरीब को मरने की जल्दी यूँ भी है
कि कहीं कफ़न महंगा ना हो जाए
Yahan Gareeb Ko Marne Ki Jaldi Yun Bhi Hai
Ki Kahi Kafan Mahnaga Na Ho Jaye
कि कहीं कफ़न महंगा ना हो जाए
Yahan Gareeb Ko Marne Ki Jaldi Yun Bhi Hai
Ki Kahi Kafan Mahnaga Na Ho Jaye
गरीबी मोटिवेशनल शायरी
मजबूरियाँ हावी हो जाएँ ये जरूरी तो नहीं
थोडे़ बहुत शौक तो गरीबी भी रखती है
Majbooriyan Hawi Ho Jaye Ye Jaruri To Nahi
Thode Bahut Shauk To Garibi Bhi Rakhti Hai
थोडे़ बहुत शौक तो गरीबी भी रखती है
Majbooriyan Hawi Ho Jaye Ye Jaruri To Nahi
Thode Bahut Shauk To Garibi Bhi Rakhti Hai
सूनो हम तो गरीब ही थे लेकिन
तुम्हे क्या कमी थी जो हमारा दिल ले गयी
Suno Ham To Gareeb Hi The Lekin
Tumhe Kya Kami Thi Jo Hamara Dil Le Gayi
तुम्हे क्या कमी थी जो हमारा दिल ले गयी
Suno Ham To Gareeb Hi The Lekin
Tumhe Kya Kami Thi Jo Hamara Dil Le Gayi
वो जिनके हाथ में हर वक्त छाले रहते हैं
आबाद उन्हीं के दम पर महल वाले रहते हैं
Wo Jinke Hath Mein Har Waqt Chhale Rahte Hain
Aabad Unhinke Dam Par Mahal Wale Rahte Hain
आबाद उन्हीं के दम पर महल वाले रहते हैं
Wo Jinke Hath Mein Har Waqt Chhale Rahte Hain
Aabad Unhinke Dam Par Mahal Wale Rahte Hain
बहुत जल्दी सीख लेते हैं,
ज़िन्दगी के सबक
गरीब के बच्चे बात बात पर जिद नहीं करते
Bahut Jaldi Seekh Lete Hain,
Zindagi Ke Sabak
Gareeb Ke Bacche Baat Baat Par Zid Nahin Karte
ज़िन्दगी के सबक
गरीब के बच्चे बात बात पर जिद नहीं करते
Bahut Jaldi Seekh Lete Hain,
Zindagi Ke Sabak
Gareeb Ke Bacche Baat Baat Par Zid Nahin Karte
गरीब परिवार पर शायरी
छीन लेता है हर चीज़ मुझसे ऐ खुदा
क्या तू मुझसे भी ज्यादा गरीब है
Chhin Leta Hai Har Chhez Mujhse Ae Khuda
Kya Tu Mujhse Bhi Jyada Gareeb Hai
क्या तू मुझसे भी ज्यादा गरीब है
Chhin Leta Hai Har Chhez Mujhse Ae Khuda
Kya Tu Mujhse Bhi Jyada Gareeb Hai
अमीर की छत पे बैठा कव्वा भी मोर लगता है
गरीब का भूखां बच्चा भी चोर लगता है
Ameer Ki Chhat Pe Baitha Kauwa Bhi Mor Lagta Hai
Gareeb Ka Bhookha Baccha Bhi Chor Lagta Hai
गरीब का भूखां बच्चा भी चोर लगता है
Ameer Ki Chhat Pe Baitha Kauwa Bhi Mor Lagta Hai
Gareeb Ka Bhookha Baccha Bhi Chor Lagta Hai
जरा सी आहट पर जाग जाता है वो रातो को
ऐ खुदा गरीब को बेटी दे तो दरवाज़ा भी दे
Zara Si Aahat Par Jaag Jaata Hai Wo Raato Ko
Ae Khuda Gareeb Ko Beti De To Darwaza Bhi De
ऐ खुदा गरीब को बेटी दे तो दरवाज़ा भी दे
Zara Si Aahat Par Jaag Jaata Hai Wo Raato Ko
Ae Khuda Gareeb Ko Beti De To Darwaza Bhi De
मैं कड़ी धूप में चलता हूँ इस यकींन के साथ
मैं जलूँगा तो मेरे घर में उजाले होंगे
Main Kadi Dhoop Mein Chalta Hoon Is Yakeen Ke Sath
Main Jalunga To Mere Ghar Mein Ujale Honge
मैं जलूँगा तो मेरे घर में उजाले होंगे
Main Kadi Dhoop Mein Chalta Hoon Is Yakeen Ke Sath
Main Jalunga To Mere Ghar Mein Ujale Honge
मै गरीब का बच्चा था इसलिये भूखा रह गया
पेट भर गया वो कुत्ता जो अमीर के घर का था
Main Gareeb Ka Baccha Tha Isliye Bhukha Rah Gaya
Pet Bhar Gaya Wo Kutta Jo Ameer Ke Ghar Ka Tha
पेट भर गया वो कुत्ता जो अमीर के घर का था
Main Gareeb Ka Baccha Tha Isliye Bhukha Rah Gaya
Pet Bhar Gaya Wo Kutta Jo Ameer Ke Ghar Ka Tha
इस कम्बख़्त मौत ने सारा फासला ही मिटा दिया
एक अमीर को लाकर गरीब के पास ही लिटा दिया
Ik Kambakht Maut Ne Sara Faasla Hi Mita Diya
Ek Ameer Ko Lakar Gareeb Ke Paas Lita Diya
एक अमीर को लाकर गरीब के पास ही लिटा दिया
Ik Kambakht Maut Ne Sara Faasla Hi Mita Diya
Ek Ameer Ko Lakar Gareeb Ke Paas Lita Diya
भूख से बिलखते हुए वो फिर नहीं सोया
एक और रात भारी पड़ी गरीबी पर
Bhookh Se Bilakhte Hue Wo Phir Nahin So Paya
Ek Aur Raat Bhari Padi Garibi Par
एक और रात भारी पड़ी गरीबी पर
Bhookh Se Bilakhte Hue Wo Phir Nahin So Paya
Ek Aur Raat Bhari Padi Garibi Par
Tag:
shayari, garibi shayari, garibi par shayari, hindi shayari, garibi, garib shayari, garibi shayri, garibi shayari in hindi, garib bache shayari, garib ka pyar shayari, garibi ki shayari, garib ki shayari, garibo ki shayari, sad shayari, garibi shayari urdu, amiri garibi shayari, garibi shayari in urdu, garibi shayari punjabi, heart touching shayari, garibi per shayri, garibo par shayari, garib sayari, main gareeb hoon shayari,गरीबी मोटिवेशनल शायरी, गरीब परिवार पर शायरी, गरीबी पर शायरी हिंदी में