माँ की ममता पर शायरी | Maa Shayari, माँ शायरी | अध्याय 7
Maa Shayari, माँ शायरी
आँख खोलू तो चेहरा मेरी माँ का हो
आँख बंद हो तो सपना मेरी माँ का हो
मैं मर भी जाऊं तो भी कोई गम नहीं
लेकिन कफ़न मिले तो दुपट्टा मेरी माँ का हो
Aankh Kholu To Chehara Meri Maa Ka Ho
Aankh Band Ho To Sapna Meri Maa Ka Ho
Main Mar Bhi Jaaun To Bhi Koi Gam Nahin
Lekin Kafan Mile To Duptta Meri Maa Ka Ho
माँ ना होती तो वफ़ा कौन करेगा
ममता का हक़ भी कौन अदा करेगा
रब हर एक माँ को सलामत रखना
वरना हमारे लिए दुआ कौन करेगा
Maa Na Hoti To Wafa Kaun Karega
Mamta Ka Haq Bhi Kaun Adaa Karega
Rab Har Ek Maa Ko Salaamat Rakhna
Varna Hamaare Liye Dua Kaun Karega
ममता का हक़ भी कौन अदा करेगा
रब हर एक माँ को सलामत रखना
वरना हमारे लिए दुआ कौन करेगा
Maa Na Hoti To Wafa Kaun Karega
Mamta Ka Haq Bhi Kaun Adaa Karega
Rab Har Ek Maa Ko Salaamat Rakhna
Varna Hamaare Liye Dua Kaun Karega
खाने की चीज़ें माँ ने जो भेजी हैं गाँव से
बासी भी हो गई हैं तो लज़्ज़त वही रही
Khaane Ki Chhezein Maa Ne Jo Bheji Hai Gaanv Se
Baasi Bhi Ho Gai Hai To Lazzat Wahi Rahi
बासी भी हो गई हैं तो लज़्ज़त वही रही
Khaane Ki Chhezein Maa Ne Jo Bheji Hai Gaanv Se
Baasi Bhi Ho Gai Hai To Lazzat Wahi Rahi
मेरी ख़्वाहिश है कि मैं फिर से फ़रिश्ता हो जाऊँ
माँ से इस तरह लिपट जाऊँ कि बच्चा हो जाऊँ
Meri Khwaahish Hai Ki Main Phir Se Farishta Ho Jaaun
Maa Se Is Tarah Lipat Jaaun Ki Baccha Ho Jaaun
माँ से इस तरह लिपट जाऊँ कि बच्चा हो जाऊँ
Meri Khwaahish Hai Ki Main Phir Se Farishta Ho Jaaun
Maa Se Is Tarah Lipat Jaaun Ki Baccha Ho Jaaun
चलती फिरती आँखों से अज़ाँ देखी है
मैंने जन्नत तो नहीं देखी है माँ देखी है
Chalti Phirti Aankho Se Ajaan Dekhi Hai
Maine Jannt To Nahi Dekhi Hai Maa Dekhi Hai
मैंने जन्नत तो नहीं देखी है माँ देखी है
Chalti Phirti Aankho Se Ajaan Dekhi Hai
Maine Jannt To Nahi Dekhi Hai Maa Dekhi Hai
किसी भी मुश्किल का अब किसी को हल नहीं मिलता
शायद अब घर से कोई माँ के पैर छूकर नहीं निकलता
Kisi Bhi Mushkil Ka Ab Kisi Ko Hal Nahi Milta
Shaayad Ab Ghar Se Koi Maa Ke Pair Chhukar Nahi Nikalta
शायद अब घर से कोई माँ के पैर छूकर नहीं निकलता
Kisi Bhi Mushkil Ka Ab Kisi Ko Hal Nahi Milta
Shaayad Ab Ghar Se Koi Maa Ke Pair Chhukar Nahi Nikalta
बिना हुनर के भी वो चार ओलाद पाल लेती है,
कैसे कह दूं कि माँ अनपढ़ है मेरी।
Bina Hunar Ke Bhee Vo Chaar Olaad Paal Letee Hai,
Kaise Kah Doon Ki Maan Anapadh Hai Meree.
कैसे कह दूं कि माँ अनपढ़ है मेरी।
Bina Hunar Ke Bhee Vo Chaar Olaad Paal Letee Hai,
Kaise Kah Doon Ki Maan Anapadh Hai Meree.
किसी का दिल तोडना आज तक नही आया मुझे
प्यार करना जो अपनी माँ से सीखा है मैंने
Kisi Ka Dil Todna Aaj Tak Nahi Aaya Mujhe
Pyaar Karna Jo Apni Maa Se Seekha Hai Maine
प्यार करना जो अपनी माँ से सीखा है मैंने
Kisi Ka Dil Todna Aaj Tak Nahi Aaya Mujhe
Pyaar Karna Jo Apni Maa Se Seekha Hai Maine
कहीं भी चला जाऊं दिल बेचैन रहता है,
जब घर जाता हूं तो माँ के आंचल में ही सुकून मिलता है।
Kaheen Bhee Chala Jaoon Dil Bechain Rahata Hai,
Jab Ghar Jaata Hoon To Maan Ke Aanchal Mein Hee Sukoon Milata Hai.
जब घर जाता हूं तो माँ के आंचल में ही सुकून मिलता है।
Kaheen Bhee Chala Jaoon Dil Bechain Rahata Hai,
Jab Ghar Jaata Hoon To Maan Ke Aanchal Mein Hee Sukoon Milata Hai.
माँ से रिश्ता कुछ ऐसा बनाया
जिसको निगाहों में बिठाया जाए
रहे उसका मेरा रिश्ता कुछ ऐसा की
वो अगर उदास हो तो हमसे भी मुस्कुराया न जाये
Maa Se Rishta Kucch Aesa Banaaya
Jisko Nigaahon Mein Bithaaya Jaaye
Rahe Uska Mera Rishta Kuchh Aesa Ki
Wo Agar Udaas Ho To Hamse Bhi Muskuraaya Na Jaye

ख़ुद को इस भीड़ में तन्हा नहीं होने देंगे
माँ तुझे हम अभी बूढ़ा नहीं होने देंगे
Khud Ko Is Bheed Mein Tanha Nahi Hone Denge
Maa Tujhe Ham Abhi Budha Nahi Hone Denge
माँ तुझे हम अभी बूढ़ा नहीं होने देंगे
Khud Ko Is Bheed Mein Tanha Nahi Hone Denge
Maa Tujhe Ham Abhi Budha Nahi Hone Denge
मुझे माफ़ कर मेरे या खुदा
झुक कर करू तेरा सजदा
तुझसे भी पहले माँ मेरे लिए
ना कर कभी मुझे माँ से जुदा!
Mujhe Maaf Kar Mere Ya Khuda
Jhuk Kar Karoo Tera Sajada
Tujhase Bhee Pahale Maan Mere Lie
Na Kar Kabhee Mujhe Maan Se Juda!
झुक कर करू तेरा सजदा
तुझसे भी पहले माँ मेरे लिए
ना कर कभी मुझे माँ से जुदा!
Mujhe Maaf Kar Mere Ya Khuda
Jhuk Kar Karoo Tera Sajada
Tujhase Bhee Pahale Maan Mere Lie
Na Kar Kabhee Mujhe Maan Se Juda!
मैंने कल शब चाहतों की सब किताबें फाड़ दीं
सिर्फ़ इक काग़ज़ पे लिक्खा लफ़्ज़—ए—माँ रहने दिया
Maine Kal Shab Chahton Ki Sab Kitaabein Phaad Di
Sirf Ek Kaagaz Pe Likha Lafz-E-Maa Rahne Diya
सिर्फ़ इक काग़ज़ पे लिक्खा लफ़्ज़—ए—माँ रहने दिया
Maine Kal Shab Chahton Ki Sab Kitaabein Phaad Di
Sirf Ek Kaagaz Pe Likha Lafz-E-Maa Rahne Diya
खूबसूरती की इंतहा बेपनाह देखी…
जब मैंने मुस्कराती हुई माँ देखी..
Khoobasooratee Kee Intaha Bepanaah Dekhee…
Jab Mainne Muskaraatee Huee Maan Dekhee..
जब मैंने मुस्कराती हुई माँ देखी..
Khoobasooratee Kee Intaha Bepanaah Dekhee…
Jab Mainne Muskaraatee Huee Maan Dekhee..
मैं रात भर जन्नत की सैर करता रहा यारों
सुबह आँख खुली तो देखा मेरा सर माँ के कदमों में था
Main Raat Bhar Jannt Ki Sair Karta Raha Yaaro
Subah Aankh Khuli To Dekha Mera Sar Maa Ke Kadmo Mein Tha
सुबह आँख खुली तो देखा मेरा सर माँ के कदमों में था
Main Raat Bhar Jannt Ki Sair Karta Raha Yaaro
Subah Aankh Khuli To Dekha Mera Sar Maa Ke Kadmo Mein Tha
TAG:
maa shayari, shayari, maa, munawwar rana maa shayari, hindi shayari, mother shayari, maa ki mamta shayari, maa per shayari, maa sad shayari, maa par shayari, munawwar rana shayari, maa urdu shayari, shayari status, maa ki yaad shayari, maa shayari 2 lines, sad shayari maa, maa baap par shayari, maa shayari in hindi, maa par sher o shayari, maa par shayari video, maa par shayari image, maa urdu shayri