कोई उम्मीद बर नहीं आती - Koi Ummeed Bar Nahi Aati | Mirza Ghalib Shayari
कोई उम्मीद बर नहीं आती
कोई सूरत नज़र नहीं आती
मौत का एक दिन मु'अय्यन है
नींद क्यों रात भर नहीं आती
आगे आती थी हाल-ए-दिल पे हँसी
अब किसी बात पर नहीं आती
(बर नहीं आती = पूरी नहीं होती),
(सूरत = उपाय)
(मु'अय्यन = तय, निश्चित)
Koi Ummeed Bar Nahi Aati
Koi Soorat Nazar Nahi Aati
Maut Ka Ek Din Muayyan Hai
Neend Kyon Raat Bhar Nahi Aati
Aage Aati Thi Haal-e-dil Pe Hasi
Ab Kisi Baat Par Nahi Aati
(Bar Nahin Aati = Pooree Nahi Hoti),
(Soorat = Upaay)
TAG: