Faiz Ahmad Faiz Famous Poetry in Hindi | Faiz Ahmed Faiz Shayari
Faiz Ahmad Faiz Famous Poetry in Hindi
क़फ़स उदास है, यारो सबा से कुछ तो कहो
कहीं तो बाहर-इ-खुदा आज ज़िक्र-इ-यार चले
चले भी आओ कि गुलशन का कारोबार चले
Qafas Udaas Hai, Yaaro Saba Se Kuch to Kaho
Kahin Tau Bahr-e-khuda Aaj Zikr-e-yaar Chale
Chale Bhi Aao Ke Gulshan Ka Karobar Chale
वीरान है मै-कदा, खुम-ो-सागर उदास है
तुम क्या गए के रूठ गए दिन बहार के
Veeran Hai Mai-kada, Khum-o-sagar Udaas Hai
Tum Kya Gaye Ke Rooth Gaye Din Bahaar Ke
बीता दीद उम्मीद का मौसम ख़ाक उड़ती है आँखों में.
कब भेजोगे दर्द का बादल कब बरखा बरसाओगे
Beeta Deed Umeed Ka Mausam, Khaak Udti Hai Aankhon Mein
Kab Bhejo Ge Dard Ka Badal Kab Barkha Barsaoge?
थे कितने अच्छे लोग के जिन को अपने ग़म से फुर्सत थी
सब पूछे थे अहवाल जो कोई दर्द का मारा गुज़रा था
Thhe Kitne Acche Log Ke Jin Ko Apne Gham Se Fursat Thi
Sab Pooche Thhe Ahval Jo Koi Dard Ka Maara Guzra Tha
और क्या देखने को बाक़ी है
आप से दिल लगा के देख लिया
Aur Kya Dekhne Ko Baaqi Hai
Aap Se Dil Laga Ke Dekh Liya
Chapters ( अध्याय ):
TAG