कैसे बनाऊँ तेरी यादों से दूरियाँ ….
दो कदम जाकर……..
सौ कदम लौट आती हूँ……
Kaise Bataoon Teri Yaadon Se Dooriyan ….
Do Kadam Jaakar……..
Sau Kadam Laut Aati Hoon……
बहुत दूर निकल आये हैं चलते चलते
हम बहुत दूर निकल आये हैं चलते चलते
अब ठहर जाएँ कहीं शाम के ढलते ढलते
रात के बाद सहर होगी मगर किस के लिए
हम भी शायद न रहें रात के ढलते ढलते
Bahut Door Nikal Aaye Hain Chalte Chalte
Ham Bahut Door Nikal Aaye Hain Chalte Chalte
Ab Thahar Jaye Kahin Shaam Ke Dhalte Dhalte
Raat Ke Baad Sahir Hogi Magar Kis Ke Liye
Hum Bhi Shayad Na Rahe Raat Ke Dhalte Dhalte,

कुछ दूरियां तो कुछ फासले बाकी हैं
अभी कुछ दूरियां तो कुछ फासले बाकी हैं
पल पल सिमटती शाम से कुछ रौशनी बाकी हैं
हमें यकीन है वो देखा हुआ कल आएगा ज़रूर
अभी वो हौसले वो यकीन बाकी हैं
Kuchh Dooriyaan To Kuchh Phaasale Baakee Hain
Abhi Kuchh Dooriyan To Kuchh Phaasale Baki Hain
Pal Pal Simatatee Shaam Se Kuchh Roshanee Baki Hain
Hamen Yakeen Hai Vo Dekha Hua Kal Aaega Zaroor
Abhee Vo Hausale Vo Yakeen Baakee Hain,

कभी कभी मिटते नही,
चंद लम्हों के फांसले…
एहसास अगर जिन्दा हो,
मिट जाती है दूरियाँ ….
Kabhi Kabhi Milte Nahi,
Chand Lamhon Ke Phaansale…
Ehsaas Agar Zinda Ho,
Mit Jaate Hai Dooriyan ….
चंद लम्हों के फांसले…
एहसास अगर जिन्दा हो,
मिट जाती है दूरियाँ ….
Kabhi Kabhi Milte Nahi,
Chand Lamhon Ke Phaansale…
Ehsaas Agar Zinda Ho,
Mit Jaate Hai Dooriyan ….
मुझसे दूरियाँ बनाकर तो देखो…
फिर पता चलेगा कितना नज़दीक हूँ मैं..
Mujhse Dooriyan Bana Kar To Dekho…
Phir Pata Chalega Kitana Nazdeek Hoon Main..
फिर पता चलेगा कितना नज़दीक हूँ मैं..
Mujhse Dooriyan Bana Kar To Dekho…
Phir Pata Chalega Kitana Nazdeek Hoon Main..
चले गए हो दूर
चले गए हो दूर कुछ पल के लिए
दूर रह कर भी मेरे करीब हो हर पल अप्प
फिर कैसे याद न आये आप हर एक पल के लिए
जब दिल में बसी हो आप हर पल के लिए
Chale Gaye Ho Dur
Chale Gaye Ho Dur Kuchh Pal Kai Liye
Dur Rah Kar Bhi Mere Kareeb Ho Har Pal App
Phir Kaise Yaad Na Aaye Aap Har Ek Pal Ke Liye
Jab Dil Main Basi Ho Aap Har Pal Ke Liye,

दूर हो कर भी
दूर हो कर भी करीब रहने की आदत है
याद बनकर दिल में बस जाने की आदत है
करीब न होते हुए भी करीब पाओगे तुम मुझे
एहसास बनकर रहने की आदत है मुझे
Door Hokar Bhi
Door Ho Kar Bhi Kareeb Rahane Ki Aadat Hai
Yaad Bankar Dil Mein Bas Jaane Ki Aadat Hai
Kareeb Na Hote Hue Bhi Kareeb Paoge Tum Mujhe
Ehasaas Bankar Rahane Ki Aadat Hai Mujhe

उनके दूर जाने के साथ
उनके दूर जाने के साथ आँखे नम्म थी
ज़िन्दगी उनसे शुरू उनपर ख़तम थी
वो रूठ के दूर रहने लगे हमसे
शायद हमारी मोहब्बत में ही कमी थी
Unkai Dur Janai Kai Sath
Unkai Dur Janai Kai Sath Ankhai Namm Thi
Zindagi Unsai Shuru Unpar Khatam Thi
Wo Rooth Kar Dur Rehne Lage Humse
Shayad Hamari Mohabbat Main Hi Kami Thi,

दूरियाँ बढ़ी तो दिल से भी दूर जाने लगे ।
अब तो वो हाल-ए-दिल बताने में भी कतराने लगे ।।
Dooriyaan Badhee To Dil Se Bhee Door Jaane Lage .
Ab To Vo Haal-E-Dil Bataane Mein Bhi Kataraane Lage ..
अब तो वो हाल-ए-दिल बताने में भी कतराने लगे ।।
Dooriyaan Badhee To Dil Se Bhee Door Jaane Lage .
Ab To Vo Haal-E-Dil Bataane Mein Bhi Kataraane Lage ..
तेरी नज़रों से ओझल हो जायेंगे
तेरी नज़रों से ओझल हो जायेंगे हम
दूर फ़िज़ाओं में कहीं खो जायेंगे हम
हमारी यादों से लिपट कर रोते रहोगे
जब ज़मीन की मट्टी में सो जायेंगे हम
Teri Nazaron Se Ojhal Ho Jaayenge
Teri Nazaron Se Ojhal Ho Jayenge Hum
Door Fizaon Mein Kahin Kho Jayenge Hum
Hamari Yaadon Se Lipat Kar Rote Rahoge
Jab Zameen Kee Mattee Mein So Jaayenge Ham,

ये कैसा अजब सा प्यार है
जिस में ना मिलने की आस ना कोई तकरार है
दूरियाँ इतनी की सही न जाएँ
फिर भी निभाने की चाह बरक़रार है
Ye Kaisa Ajab Sa Pyaar Hai
Jis Mein Na Milne Ki Aas Na Koi Takaraar Hai
Dooriyan Itanee Kee Sahee Na Jaen
Phir Bhi Nibhane Ki Chah Beqaraar Hai

कौन कहता है कि दूरियाँ,
मिलों में नापी जाती हैं;
कभी खुद से मिलने में भी
उम्र गुज़र जाती है.
Kaun Kehta Hai Ki Dooriyan,
Milon Mein Naapi Jaate Hain;
Kabhi Khud Se Milane Mein Bhi
Umar Guzar Jaati Hai.
मिलों में नापी जाती हैं;
कभी खुद से मिलने में भी
उम्र गुज़र जाती है.
Kaun Kehta Hai Ki Dooriyan,
Milon Mein Naapi Jaate Hain;
Kabhi Khud Se Milane Mein Bhi
Umar Guzar Jaati Hai.
जान न सके दूरियाँ क्यूँ थी
न कभी जान सके दूरियां क्यों थी
जुबान पर थे लफ़ज़ फिर मजबूरीयों क्यूँ थी
दिलों की बातें अगर हक़ीक़त होती है
हमारे दरमियान वो खामोशियाँ न होती
बुने थे हमने भी कुछ रेशमी धागों से ख्वाब
मगर हमारे हाथों में काली दूरियाँ क्यूँ थी
Jan Na Sakai Dooriyan Kyun Thi
Na Kabhi Jan Sakai Dooriyan Kyun Thi
Zuban Par Thai Lafaz Phir Majbooriyon Kyun Thi
Dilon Ki Baatein Agar Haqiqat Hoti Hai
Hamarai Darmiyan Wo Khamoshiyan Na Hoti
Bunai Thai Humne Bhi Kuchh Raishmi Dhaagon Sai Khwab
Magar Hamare Hathon Mein Kaali Dooriyan Kyun Thi,

TAG:
sad shayari,hindi shayari,shayari,dooriyan shayari,motivational shayari,heart touching shayari,love shayari,urdu shayari,heart broken shayari,heart touching shayari in hindi,dooriyan in love sad shayari,khamosh dooriyan sad shayari,doori shayari,duriya shayari,very sad shayari,pyar shayari,dooriyan,dooriyan song by guri,duriya shayari hindi,romantic shayari,pyar me duriya shayari,ishwar shayari,breakup shayari