Showing posts with label Motivational Shayari 2021. Show all posts

Top 10 Motivational Shayari in Hindi with Inspirational Thoughts | अध्याय 4

November 27, 2019

Motivational Shayari in Hindi


motivational shayari, motivational shayari in hindi, best motivational shayari, shayari, motivational quotes, motivational video, motivational shayari status, best motivational shayari in hindi, motivational speech, motivational shayari video, hindi motivational shayari, motivational shayari in urdu, motivational shayari in hindi font, motivational quotes in hindi, inspirational shayari, motivational thoughts, hindi shayari
Tum Yahan Dharti Par Lakeeren Kheenchte Ho,
Ham Vahaan Apne Liye Naye Aasman Dhoondhte Hain,


Tum Banate Jate Ho Pinjade Par Pinjada,

Ham Apni Pankhon Mein Nayi Udaan Dhoondhte Hain.


तुम यहाँ धरती पर लकीरें खींचते हो,
हम वहाँ अपने लिये नये आसमान ढूंढते हैं,


तुम बनाते जाते हो पिंजड़े पर पिंजड़ा,
हम अपने पंखों में नयी उड़ान ढूंढते हैं।



Famous Motivational Shayari in Hindi

जो अपनी जिंदगी में कुछ पाना चाहते हैं,
वो समंदर में भी पत्थरों के पुल बना लेते हैं।


Jo Apni Zindagi Me Kuchh Pana Chahte Hain,
Wo Samundar Me Bhi Patthron Ke Pul Bana Lete Hain.


Motivational Shayari for Students in Hindi

रो कर मुस्कुराने का मजा ही कुछ और आता है,
जिंदगी में कुछ खो कर पाने का मजा ही कुछ और आता है,


ज़िन्दगी में हार और जीत तो लगी ही रहती है,
लेकिन हार के जीतने का मजा ही कुछ और आता है।


Ro Kar Muskurane Ka Maza Hi Kuchh Aur Aata Hai,
Zindagi Me Kuchh Kho Kar Paane Ka Maza Hi Kuchh Aur Aata Hai,


Zindagi Me Haar Aur Jeet To Lagi Hi Rahti Hai,

Lekin Haar Ke Jeetne Ka Maza Hi Kuchh Aur Aata Hai.


Motivational Shayari in Urdu Hindi

Jo Fakiri Mizaaj Rakhte Hain
Wo Thokron Mein Taaj Rakhte Hain,


Jinko Kal Ki Fikr Nahin

Wo Mutthi Mein Aaj Rakhte Hain.


जो फकीरी मिजाज रखते हैं
वो ठोकरों में ताज रखते हैं,


जिनको कल की फ़िक्र नहीं
वो मुठ्ठी में आज रखते हैं।




Motivational Shayari 2021

वक्त की एक आदत बहुत अच्छी है,
जैसा भी हो गुजर जाता है,


और जीवन मे कितने भी कड़े इम्तेहान हो,
वो यादे बनके सीने में उतर जाता है।


Waqt Ki Ek Aadat Bahut Acchi Hai,
Jaisa Bhi Ho Guzar Jata Hai,


Aur Jeevan Me Kitne Bhi Kade Imtehan Ho,

Wo Yaad Banke Seene Me Utar Jata Hai.


Motivational Shayari in Hindi Text

अगर आपकी किस्मत लिख सकते हम,
तो हर खुशी आपके हिस्से में लिख देते हम,


जो मोड़ आपको आपकी मन्ज़िल दिलाये,
उस रुख को आपकी तरफ मोड़ देते हम।


Agar Aapki Kismat Likh Sakte Ham,
To Har Khushi Aapke Hissey Me Likh Dete Ham,


Jo Mod Aapko Aapki Manzil Dilaye,

Uss Rukh Ko Aapki Taraf Mod Dete Ham.


Motivational Shayari in Hindi 140 Words

पानी मे तस्वीर कहाँ बनती है,
ख्वाबों से तकदीर कहाँ बनती है,


कोई भी रिश्ता हो ज़िन्दगी में सच्चे दिल से निभाओ,
क्योंकि ये ज़िन्दगी वापस किसे मिलती है।


Pani Me Tasvir Kahan Banti Hai,
Khwabon Se Taqdeer Kahan Banti Hai,


Koi Bhi Rishta Ho Zindagi Me Sacche Dil Se Nibhao,

Kyunki Yeh Zindagi Wapas Kise Milte Hai.


2 Line Motivational Shayari in Hindi font

Sochne Se Kahan Milte Hain Tamannaon Ke Shahar,
Chalna Bhi Jaroori Hai Manzil Ko Paane Ke Liye.


सोचने से कहाँ मिलते हैं तमन्नाओं के शहर,
चलना भी जरुरी है मंजिल को पाने के लिए।


4 Line motivational Shayari in Hindi Font

बिना संघर्ष कोई महान नही होता,
बिना कुछ किये जय जय कार नही होता,


जब तक नहीं पड़ती हथोड़े की चोट,
तब तक कोई पत्थर भी लोगों के लिए भगवान नही होता।


Bina Sangharsh Koi Mahan Nahi Hota,
Bina Kuchh Kiye Jai Jai Kaar Nahi Hota,


Jab Tak Nahi Padti Hathode Ki Chot,

Tab Tak Koi Patthar Bhi Logon Ke Liye Bhagvan Nahi Hota.


Motivational Quotes in Hindi

Koshish Bhi Kar Umeed Bhi Rakh Rasta Bhi Chun,
Phir Iske Baad Thoda Sa Muqaddar Talaash Kar.


कोशिश भी कर उमीद भी रख रास्ता भी चुन,
फिर इसके बाद थोड़ा सा मुक़द्दर तलाश कर।



TAG:
motivational shayari, motivational shayari in hindi, best motivational shayari, shayari, motivational quotes, motivational video, motivational shayari status, best motivational shayari in hindi, motivational speech, motivational shayari video, hindi motivational shayari, motivational shayari in urdu, motivational shayari in hindi font, motivational quotes in hindi, inspirational shayari, motivational thoughts, hindi shayari

Read More