Showing posts with label bewafa ka ilzam shayari. Show all posts

इल्ज़ाम शायरी | Ilzaam Shayari | bewafai ka ilzaam shayari

February 16, 2022

इल्ज़ाम शायरी


shayari, ilzaam shayari, sad shayari, ilzaam, love shayari, ilzam shayari, bewafai ka ilzaam shayari, hindi shayari, #shayari, ilzaam shayri, ilzaam shayari images, ilzaam shayari in urdu, jhoote ilzaam shayari, ilzaam shayari rekhta, ilzaam shayari in hindi, new shayari, ilzam shayari in urdu, urdu shayari, ilzam shayari in hindi, shayari hindi, bewafa ka ilzam shayari, ilzam shayari in english, shayari in hindi, jhute ilzaam
Koi Ilzaam Rah Gaya Ho To Wo Bhi De Do,
Pahle Bhi Hum Bure The,
Ab Thode Aur Sahi.


कोई इल्जाम रह गया हो तो वो भी दे दो,
पहले भी हम बुरे थे,
अब थोड़े और सही।


Duniya Ko Hakiqat Ka Meri Pata Kuchh Bhi Nahi,
Ilzaam Hajaro Hain Aur Khata Kuchh Bhi Nahi.


दुनिया को हकीकत का मेरी पता कुछ भी नहीं,
इल्जाम हजारो हैं और खता कुछ भी नहीं।


बेवफाई मैंने नहीं की है मुझे इल्ज़ाम मत देना
मेरा सुबूत मेरे अश्क हैं मेरा गवाह मेरा दर्द है


Bewafai Maine Nahi Ki Hai Mujhe Ilzaam Mat Dena
Mera Saboot Mere Ashq Hain Mera Gawah Mera Dard Hai


हुस्न वालों ने क्या कभी की ख़ता कुछ भी
ये तो हम हैं सर इलज़ाम लिये फिरते हैं


Husn Walon Ne Kya Kabhi Ki Khata Kuchh Bhi
Ye To Hum Hain Sar Ilzaam Liye Firte Hain


Sabko Fikr Hai Apne Aap Ko Sahi Sabit Karne Ki,
Jaise Zindagi Nahin Koi Ilzaam Hai.


सबको फिक्र है अपने आप को सही साबित करने की,
जैसे जिन्दगी नहीं कोई इल्जाम है।


लफ्जों से इतना आशिकाना ठीक नहीं है ज़नाब
किसी के दिल के पार हुए तो इल्जाम क़त्ल का लगेगा


Lafzon Se Itna Aashiqana Theek Nahin Hai Janab
Kisi Ke Dil Ke Paar Hue To Ilzaam Qatl Ka Lagega


bewafai ka ilzaam shayari

Tu Ne Hi Laga Diya Ilzam-E-Bewafai,
Adalat Bhi Teri Thi Gawaah Bhi Tu Hi Thi.


तू ने ही लगा दिया इल्ज़ाम-ए-बेवफ़ाई,
अदालत भी तेरी थी गवाह भी तू ही थी।


बस यही सोच कर कोई सफाई नहीं दी हमने
कि इल्ज़ाम झूठे ही सही पर लगाये तो तुमने हैं


Ba Syahi Soch Kar Koi Safai Nahi Di Hamne
Ki Ilzaam Jhuthe Hi Sahi Par Lagaye To Tumne Hain


करता हूँ तुमसे मोहब्बत मरने पर इल्जाम होगा
कफ़न उठा के देखना होठों पर तेरा नाम होगा


Karta Hoon Tumse Mohabbat Marne Par Ilzaam Hoga
Kafan Utha Ke Dekhna Hontho Par Tera Naam Hoga


अधूरी हसरतो का आज भी इल्ज़ाम है तुम पर
अगर तुम चाहते तो यह मोहब्बत खत्म न होती


Adhoori Hasrato Ka Aaj Bhi Ilzaam Hai Tum Par
Agar Tum Chahate To Yah Mohabbat Khatm Na Hoti


Lafzon Se Itna Aashiqana Thik Nahi Hai Janab,
Kisi Ke Dil Ke Par Hue To Ilzaam Katal Ka Lagega.


लफ्जों से इतना आशिकाना ठीक नहीं है ज़नाब,
किसी के दिल के पार हुए तो इल्जाम क़त्ल का लगेगा।


हँस कर कबूल क्या कर ली सजाएँ मैंने
ज़माने ने दस्तूर ही बना लिया हर इलज़ाम मुझ पर मढ़ने का


Has Kar Kabool Kya Kar Li Sajayen Maine
Jamane Ne Dastoor Hi Bana Liya Har Ilzam Mujh Par Madhne Ka


चिराग जलाने का सलीका सीखो साहब
हवाओं पे इल्ज़ाम लगाने से क्या होगा


Chiraag Jalane Ka Saleeqa Seekho Saahab
Hawaon Pe Ilzam Lagane Se Kya Hoga


मेरी नजरों की तरफ देख जमानें पर न जा
इश्क मासूम है इल्जाम लगाने पर न जा


Meri Nazaron Ki Taraf Dekh Jamane Par Na Ja
Ishq Masoom Hai Ilzam Lagane Par Na Ja


Har Ilzaam Ka Haqdaar Wo Hame Bana Jate Hai,
Har Khata Ki Sazaa Wo Hame Suna Jate Hai,


Aur Hum Har Bar Khamosh Rah Jate Hai,
Kyun Ki Wo Apne Hone Ka Haq Jata Jate Hai.


हर इल्ज़ाम का हकदार वो हमें बना जाते हैं,
हर खता की सजा वो हमें सुना जाते हैं,


और हम हर बार खामोश रह जाते हैं,
क्यों कि वो अपने होने का हक जता जाते हैं।


दुनिया को हकीकत का मेरी पता कुछ भी नहीं
इल्जाम हजारो हैं और खता कुछ भी नहीं


Duniya Ko Haqeeqat Kameri Pata Kuchh Bhi Nahin
Ilzaam Hazaron Hai Aur Khata Kuchh Bhi 
Nahi


bewafa ka ilzam shayari

बेवफ़ा तो वो ख़ुद हैं,
पर इल्ज़ाम किसी और को देते हैं


पहले नाम था मेरा उनके लबों पर,
अब वो नाम किसी और का लेते हैं


Bewafa To Wo Khud Hain,
Par Ilzaam Kisi Aur Ko Dete Hain


Pahle Naam Tha Mera Unke Labon Par,
Ab Wo Naam Kisi Aur Ka Lete Hain


जान कर भी वो मुझे जान न पाए
आज तक वो मुझे पहचान न पाए


खुद ही कर ली वेबफाई हमने
ताके उन पर कोई इल्ज़ाम न आये


Jaan Kar Bhi Wo Mujhe Jaan Na Paye
Aaj Tak Wo Mujhe Pehchan Na Paye


Khud Hi Kar Li Bewafai Hamne
Yaqi Unpar Koi Ilzaam Na Aaye


इल्जाम जो तुमने दिए,
साथ लिए फिरता हूँ सदा


खिताब जो मिले दुनिया से,
अलमारी में कैद है


Ilzaam Jo Tumne Diye,
Saath Liye Phirta Hoon Sada


Khitab Jo Mile Duniya Se,
Almari Mein Qaid Hai


ये हुस्न तेरा ये इश्क़ मेरा
रंगीन तो है बदनाम सही


मुझ पर तो कई इल्ज़ाम लगे
तुझ पर भी कोई इल्ज़ाम सही


Ye Husn Tera Ye Ishq Mera
Rangeen To Hai Badnaam Sahi


Mujh Par To Kai Ilzaam Lage
Tujh Par Bhi Koi Ilzaam Sahi


TAG:
shayari, ilzaam shayari, sad shayari, ilzaam, love shayari, ilzam shayari, bewafai ka ilzaam shayari, hindi shayari, #shayari, ilzaam shayri, ilzaam shayari images, ilzaam shayari in urdu, jhoote ilzaam shayari, ilzaam shayari rekhta, ilzaam shayari in hindi, new shayari, ilzam shayari in urdu, urdu shayari, ilzam shayari in hindi, shayari hindi, bewafa ka ilzam shayari, ilzam shayari in english, shayari in hindi, jhute ilzaam

Read More