Showing posts with label garibi par shayari. Show all posts

गरीबी और भुखमरी पर शायरी | Garibi Shayari In Hindi - गरीबी पर शायरी | garib ki shayari,

February 16, 2022

गरीबी और भुखमरी पर शायरी


shayari, garibi shayari, garibi par shayari, hindi shayari, garibi, garib shayari, garibi shayri, garibi shayari in hindi, garib bache shayari, garib ka pyar shayari, garibi ki shayari, garib ki shayari, garibo ki shayari, sad shayari, garibi shayari urdu, amiri garibi shayari, garibi shayari in urdu, garibi shayari punjabi, heart touching shayari, garibi per shayri, garibo par shayari, garib sayari, main gareeb hoon shayari
भूख ने निचोड़ कर रख दिया है जिन्हें
उनके तो हालात ना पूछो तो अच्छा है

मज़बूरी में जिनकी लाज लगी दांव पर
क्या लाई सौगात ना पूछो तो अच्छा है

Bhookh Ne Nichod Kar Rakh Diya Hai Jinhen
Unke To Halat Na Poochho To Achchha Hai 

Mazabooree Mein Jinki Laaj Lagee Daanv Par
Kya Laee Saugaat Na Poochho To Achchha Hai

छुपाता था वो गरीब अपनी भूख को गुरबत में
अब वो भी फ़ख़्र से कहेगा मेरा रोज़ा है

Chhupata Tha Wo Gareeb Apni Bhookh Ko Ghurbat Mein
Ab Wo Bhi Fakhr Se Kahega Mera Roza Hai



रोज शाम मैदान में बैठ ये कहते हुए एक बच्चा रोता है
हम गरीब हैं इसलिए हम गरीब का कोई दोस्त नहीं होता है

Roz Shaam Maidan Mein Baithe Hue Ek Baccha Rota Hai
Ham Gareeb Hai Isliye Hamra Koi Dost Nahi Hota Hai

Garibi Shayari In Hindi 

shayari, garibi shayari, garibi par shayari, hindi shayari, garibi, garib shayari, garibi shayri, garibi shayari in hindi, garib bache shayari, garib ka pyar shayari, garibi ki shayari, garib ki shayari, garibo ki shayari, sad shayari, garibi shayari urdu, amiri garibi shayari, garibi shayari in urdu, garibi shayari punjabi, heart touching shayari, garibi per shayri, garibo par shayari, garib sayari, main gareeb hoon shayari

मरहम लगा सको तो किसी गरीब के ज़ख्मो पर लगा देना
हकीम बहुत हैं बाज़ार में अमीरों के इलाज़ के खातिर


Marham Laga Sako To Kisi Gareeb Ke Zakhmo Par Laga Dena
Hakeem Bahut Hai Bazar Mein Ameeron Ke Ilaj Ke Khatir


ये गंदगी तो महल वालों ने फैलाई है साहब
वरना गरीब तो सड़कों से थैलीयाँ तक उठा लेते हैं


Ye Gandagi To Mahal Walon Ne Failaaiy Hai Sahab
Warna Gareeb To Sadkon Se Thailiyan Tak Utha Lete Hain


दिन ईद के जब क़रीब देखे
मैंने अक्सर उदास ग़रीब देखे


Din Eid Ke Jab Kareeb Dekhe
Maine Aksar Udas Gareeb Dekhe


खुदा के दिल को भी सुकून आता होगा
जब कोई गरीब चेहरा मुस्कुराता होगा


Khud Ke Dil Ko Bhi Sukoon Aata Hoga
Jab Koi Gareeb Chehara Muskurata Hoga

गरीबी पर शायरी

shayari, garibi shayari, garibi par shayari, hindi shayari, garibi, garib shayari, garibi shayri, garibi shayari in hindi, garib bache shayari, garib ka pyar shayari, garibi ki shayari, garib ki shayari, garibo ki shayari, sad shayari, garibi shayari urdu, amiri garibi shayari, garibi shayari in urdu, garibi shayari punjabi, heart touching shayari, garibi per shayri, garibo par shayari, garib sayari, main gareeb hoon shayari

जो गरीबी में एक दिया भी न जला सका
एक अमीर का पटाखा उसका घर जला गया


Jo Gareebi Mein Ek Diya Bhi Na Jala Saka
Ek Ameer Ka Patakha Uska Ghar Jala Gaya


यहाँ गरीब को मरने की जल्दी यूँ भी है
कि कहीं कफ़न महंगा ना हो जाए


Yahan Gareeb Ko Marne Ki Jaldi Yun Bhi Hai
Ki Kahi Kafan Mahnaga Na Ho Jaye

गरीबी मोटिवेशनल शायरी

मजबूरियाँ हावी हो जाएँ ये जरूरी तो नहीं
थोडे़ बहुत शौक तो गरीबी भी रखती है


Majbooriyan Hawi Ho Jaye Ye Jaruri To Nahi
Thode Bahut Shauk To Garibi Bhi Rakhti Hai


सूनो हम तो गरीब ही थे लेकिन
तुम्हे क्या कमी थी जो हमारा दिल ले गयी


Suno Ham To Gareeb Hi The Lekin
Tumhe Kya Kami Thi Jo Hamara Dil Le Gayi


वो जिनके हाथ में हर वक्त छाले रहते हैं
आबाद उन्हीं के दम पर महल वाले रहते हैं


Wo Jinke Hath Mein Har Waqt Chhale Rahte Hain
Aabad Unhinke Dam Par Mahal Wale Rahte Hain


बहुत जल्दी सीख लेते हैं,
ज़िन्दगी के सबक
गरीब के बच्चे बात बात पर जिद नहीं करते


Bahut Jaldi Seekh Lete Hain,
Zindagi Ke Sabak
Gareeb Ke Bacche Baat Baat Par Zid Nahin Karte

गरीब परिवार पर शायरी

छीन लेता है हर चीज़ मुझसे ऐ खुदा
क्या तू मुझसे भी ज्यादा गरीब है


Chhin Leta Hai Har Chhez Mujhse Ae Khuda
Kya Tu Mujhse Bhi Jyada Gareeb Hai


अमीर की छत पे बैठा कव्वा भी मोर लगता है
गरीब का भूखां बच्चा भी चोर लगता है


Ameer Ki Chhat Pe Baitha Kauwa Bhi Mor Lagta Hai
Gareeb Ka Bhookha Baccha Bhi Chor Lagta Hai


जरा सी आहट पर जाग जाता है वो रातो को
ऐ खुदा गरीब को बेटी दे तो दरवाज़ा भी दे


Zara Si Aahat Par Jaag Jaata Hai Wo Raato Ko
Ae Khuda Gareeb Ko Beti De To Darwaza Bhi De


मैं कड़ी धूप में चलता हूँ इस यकींन के साथ
मैं जलूँगा तो मेरे घर में उजाले होंगे


Main Kadi Dhoop Mein Chalta Hoon Is Yakeen Ke Sath
Main Jalunga To Mere Ghar Mein Ujale Honge


मै गरीब का बच्चा था इसलिये भूखा रह गया
पेट भर गया वो कुत्ता जो अमीर के घर का था


Main Gareeb Ka Baccha Tha Isliye Bhukha Rah Gaya
Pet Bhar Gaya Wo Kutta Jo Ameer Ke Ghar Ka Tha


इस कम्बख़्त मौत ने सारा फासला ही मिटा दिया
एक अमीर को लाकर गरीब के पास ही लिटा दिया


Ik Kambakht Maut Ne Sara Faasla Hi Mita Diya
Ek Ameer Ko Lakar Gareeb Ke Paas Lita Diya


भूख से बिलखते हुए वो फिर नहीं सोया
एक और रात भारी पड़ी गरीबी पर


Bhookh Se Bilakhte Hue Wo Phir Nahin So Paya
Ek Aur Raat Bhari Padi Garibi Par


Tag:
shayari, garibi shayari, garibi par shayari, hindi shayari, garibi, garib shayari, garibi shayri, garibi shayari in hindi, garib bache shayari, garib ka pyar shayari, garibi ki shayari, garib ki shayari, garibo ki shayari, sad shayari, garibi shayari urdu, amiri garibi shayari, garibi shayari in urdu, garibi shayari punjabi, heart touching shayari, garibi per shayri, garibo par shayari, garib sayari, main gareeb hoon shayari,गरीबी मोटिवेशनल शायरी, गरीब परिवार पर शायरी, गरीबी पर शायरी हिंदी में

Read More

गरीबी पर शायरी - Garibi Shayari in Hindi - हिंदी शायरी | गरीबी मोटिवेशनल शायरी

February 16, 2022

गरीबी पर शायरी



ये गंदगी तो महल वालों ने फैलाई है साहब,
वरना गरीब तो सड़कों से थैलीयाँ तक उठा लेते हैं


Ye Gandagi To Mahal Walon Ne Phailaee Hai Sahab,
Varana Gareeb To Sadakon Se Thaileeyaan Tak Utha Lete Hain


इसे नसीहत कहूँ या जुबानी चोट साहब
एक शख्स कह गया गरीब मोहब्बत नहीं करते


Ise Naseehat Khun Ya Jubani Chot Sahab
Ek Shakhs Keh Gaya Garib Mohabbat Nahi Karte


शाम को थक कर टूटे झोपड़े में सो जाता है
वो मजदूर,
जो शहर में ऊंची इमारतें बनाता है


Sham Ko Thak Kar Tute Jhopde Mein So Jata Hai
Wo Majdoor,
Jo Shahr Mein Unchi Imarat Banata Hai


गरीबी मोटिवेशनल शायरी

बहुत जल्दी सीख लेता हूँ जिंदगी का सबक
गरीब बच्चा हूँ बात-बात पर जिद नहीं करता


Bahut Jaldi Seekh Leta Hoon Zindagi Ka Sabak
Gareeb Baccha Hoon Baat Baat Par Zid Nahi Karta


भटकती है हवस दिन-रात सोने की दुकानों पर
गरीबी कान छिदवाती है तिनके डाल देती है


Bhatakti Hai Hawas Din-Raat Sone Ki Dukanon Mein
Garibi Kaan Chhidwati Hai Tinke Daal Deti Hai


अमीरी का हिसाब तो दिल देख के कीजिये साहब
वरना गरीबी तो कपड़ो से ही झलक जाती है


Ameeri Ka Hisaab To Dil Dekh Ke Kijiye Sahab
Varna Gareebi To Kapdo Se Hi Jhalak Jati Hai


गरीबी पर शायरी हिंदी में

तहजीब की मिसाल गरीबों के घर पे है
दुपट्टा फटा हुआ है मगर उनके सर पे है


Tahzeeb Ki Misaal Gareebon Ke Ghar Pe Hain
Dupatta Fata Hua Hai Magar Unke Sar Pe Hai


अमीर की बेटी पार्लर में जितना दे आती है
उतने में गरीब की बेटी अपने ससुराल चली जाती है


Ameer Ki Beti Parlar Mein Jitna De Aati Hai
Utne Mein Gareeb Ki Beti Apne Sasural Chali Jati Hai


वो जिनके हाथ में हर वक्त छाले रहते हैं,
आबाद उन्हीं के दम पर महल वाले रहते हैं


Vo Jinake Haath Mein Har Vakt Chhaale Rahate Hain,
Aabaad Unheen Ke Dam Par Mahal Vaale Rahate Hain


Garibi Shayari in Hindi

कभी आँसू तो कभी खुशी बेचीं
हम गरीबों ने बेकसी बेची


चंद सांसे खरीदने के लिए
रोज़ थोड़ी सी जिंदगी बेचीं


Kabhi Aansoo To Kabhi Khusi Bechi
Ham Gareebon Ne Bekasi Bechi

Chand Saanse Khareedne Ke Liye
Roz Thodi Si Zindagi Bechi


ऐ सियासत… 
तूने भी इस दौर में कमाल कर दिया
गरीबों को गरीब अमीरों को माला-माल कर दिया


Ae Siyasat..
Tune Bhi Is Daur Mein Kamaal Kar Diya
Gareebon Ko Gareeb Ameeron Ko Mala-Maal Kar Diya


Garib bache Shayari

वो रोज रोज नहीं जलता साहब
मंदिर का दिया थोड़े ही है गरीब का चूल्हा है


Wo Roz Roz Nahi Jalta Sahab
Mandir Ka Diya Thode Hi Hai Gareeb Ka Chulha Hai


घटाएं आ चुकी हैं आसमां पे… 
और दिन सुहाने हैं
मेरी मजबूरी तो देखो मुझे बारिश में भी काग़ज़ कमाने हैं


Ghatayen Aa Chuki Hai Aasman Pe….Aur Din Suhane Hai
Meri Majboori To Dekho Mujhe Barish Mein Bhi Kagaz Kamaane Hai


गरीबी शायरी

ड़ोली चाहे अमीर के घर से उठे चाहे गरीब के
चौखट एक बाप की ही सूनी होती है


Doli Chahae Ameer Ke Ghar Se Uthe Chahae Gareeb Ke
Chaukhat Ek Baap Ki Hi Suni Hoti Hai


Garibi Per Shayri

घर में चूल्हा जल सके इसलिए कड़ी धूप में जलते देखा है
हाँ मैंने गरीब की सांस को गुब्बारों में बिकते देखा है


Ghar Mein Chulha Jal Sake Isliye Kadi Dhoop Mein Jalte Dekha Hai
Haan Maine Gareeb Ki Saans Ko Gubbaron Mein Bikte Dekha Hai


मरहम लगा सको तो किसी गरीब के जख्मों पर लगा देना
हकीम बहुत हैं बाजार में अमीरों के इलाज खातिर


Maraham Laga Sako To Kisee Gareeb Ke Jakhmon Par Laga Dena
Hakeem Bahut Hai Baajaar Mein Ameeron Ke Ilaaj Khaatir


garibi hindi shayari

वो राम की खिचड़ी भी खाता है,
रहीम की खीर भी खाता है
वो भूखा है जनाब उसे कहाँ मजहब समझ आता है


Wo Raam Ki Kihadi Bhi Khata Hai,
Raheem Ki Kheer Bhi Khata Hai
Wi Bhukha Hai Janaab Us Ekahan Majhab Samjh Aata Hai


Garibo ki Shayari

गरीब नहीं जानता क्या है मज़हब उसका
जो बुझाए पेट की आग वही है रब उसका


Gareeb Nahi Janta Kya Hai Mazhab Uska
Jo Bujhaye Pet Ki Aag Wahi Hai Rab Uska


अजीब मिठास है मुझ गरीब के खून में भी,
जिसे भी मौका मिलता है वो पीता जरुर है


Ajeeb Mithaas Hai Mujh Gareeb Ke Khoon Mein Bhee,
Jise Bhi Mauka Milta Hai Vo Peeta Jarur Hai


Garib ka Pyar Shayari

मैं क्या महोब्बत करूं किसी से,
मैं तो गरीब हूँ
लोग अक्सर बिकते हैं,
और खरीदना मेरे बस में नहीं


Main Kya Mohabbat Karu Kisi Se,
Main To Gareeb Hoon
Log Aksar Bikte Hai Aur Kharidna Mere Bas Mein Nahi


Tag:
garibi shayari, garibi par shayari, garibi hindi shayari, garib shayari, garibi shayri, garibi shayari in hindi, garib bache shayari, garib ka pyar shayari, garibi ki shayari, garib ki shayari, garibo ki shayari, sad shayari, garibi shayari urdu, amiri garibi shayari, garibi shayari in urdu, garibi shayari punjabi, heart touching shayari, garibi per shayri, garibo par shayari, garib sayari, main gareeb hoon shayari,गरीबी मोटिवेशनल शायरी, गरीब परिवार पर शायरी, गरीबी पर शायरी हिंदी में

Read More